SEARCH RESULTS
Showing search results for "hone"
Nazm MATCHES FOR "hone"
Nazm
daraKHt-e-zard
use tum phone karte aur KHat likhte rahe hoge
na jaane tum ne kitnii kam Galat urdu likhii hogii
Jaun Eliya
Nazm
tulu-e-islam
ataa momin ko phir dargaah-e-haq se hone vaalaa hai
shikoh-e-turkamaanii zehn hindii nutq aaraabii
Allama Iqbal
Nazm
ai mere sare logo
misl-e-pairaahan-e-gul phir se badan chaak hu.e
jaise apno.n kii kamaano.n me.n ho.n aGyaar ke tiir
Ahmad Faraz
Nazm
rang hai dil ka mere
aur ab shiisha-e-mai raahguzar ra.ng-e-falak
ra.ng hai dil kaa mire KHuun-e-jigar hone tak
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
teri aawaz
tuu mire paas na thii phir bhii sahar hone tak
teraa har saa.ns mire jism ko chhuu kar guzraa
Sahir Ludhianvi
Nazm
izhaar
hausla tujh ko na thaa mujh se judaa hone kaa
varna kaajal tirii aa.nkho.n me.n na phailaa hotaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
tu nahin jaanti
tere ho.nTo.n se bahtii hu.ii ye ha.nsii
do-jahaano.n pe naafiz na hone kaa baa.is
Tahzeeb Hafi
Nazm
hasan kuza-gar (4)
mere jaam o miinaa o gul-daa.n ke reze mile hai.n
ki jaise vo is shahr-e-barbaad kaa haafiza ho.n
Noon Meem Rashid
Nazm
ek taswir-e-rang
tere naazuk se paro.n par ye zar-o-siim kaa bojh
terii parvaaz ko aazaad na hone degaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
hinDola
zaraa sii umr me.n karte ho.n mujh ko muta.assir
mohalle Tole ke gumnaam aadamiyyo.n ke