SEARCH RESULTS
Showing search results for "inqilaab"
Nazm MATCHES FOR "inqilaab"
Nazm
masjid-e-qurtuba
chashm-e-faraansiis bhii dekh chukii inqalaab
jis se digar-guu.n hu.aa maGrabiyo.n kaa jahaa.n
Allama Iqbal
Nazm
karl marx
ko.ii quvvat us kii sadd-e-raah ban saktii nahii.n
vaqt kaa farmaan jab aataa hai ban kar inqilaab
Wamiq Jaunpuri
Nazm
darbar1911
inqilaab-e-dahr ke ra.ngiin naqshe pesh the
thii pa.e-ahl-e-basiirat baaG-e-ibrat me.n bahaar
Akbar Allahabadi
Nazm
dawat-e-inqilab
kyaa legaa KHaak-e-murda-o-uftaada ban ke tuu
tuufaan ban ki hai tirii fitrat me.n inqalaab
Syed Wahidudeen Salim
Nazm
meri holi
irtiqaa ke rang se labrez jholii ho merii
inqilaab aisaa koii aa.e to holii ho merii
Seemab Akbarabadi
Nazm
ghar ki raunaq
labo.n pe GalGala-e-''inqilaab zindaabaad''
magar dilo.n mai.n dabaa.e hu.e sharaar-e-fasaad
Raza Naqvi Vahi
Nazm
uzr-e-gunah
hai ko.ii aur hii quvvat jo badaltii hai hame.n
inqilaab-e-falak-e-sho.abada-pardaaz nahii.n
Rais Amrohvi
Nazm
gham-e-jamhur
ye zar-parast ki hai.n inqilaab ke dushman
miTaa ke ham ko bahut ho.nge shaadmaa.n ik din
Masood Akhtar Jamal
Nazm
payam-e-azadi
sunaa rahaa hai tujhe inqilaab-e-dahr jo kuchh
sun aur Gaur se sun vo payaam-e-aazaadii
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
meri zindagi ke do ruKH
kyo.n inqilaab-e-dahr se ab muztarib hai tuu
dekhaa hai ek haal pe daur-e-zamaa.n kahii.n
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Nazm
tarjuman-e-mustaqbil
tire yaqii.n ne kiyaa hai vo inqilaab-e-aziim
ki ahd-e-haal pe ab hai gumaan-e-mustaqbil
Masood Akhtar Jamal
Nazm
kya kah gai hai bagh se baad-e-KHizan na puchh
'ibrat-nazar se dekh ma.aal-e-gul-o-chaman
dastuur-e-inqilaab-e-bahaar-o-KHizaa.n na puuchh
Inam Thanvi
Nazm
wo shaKHs
fitna-gar thaa magar ba-faiz-e-zabaa.n
na.ara-e-inqilaab thaa vo shaKHs