SEARCH RESULTS
Showing search results for "inqilaab"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "inqilaab"
Nazm
masjid-e-qurtuba
chashm-e-faraansiis bhii dekh chukii inqalaab
jis se digar-guu.n hu.aa maGrabiyo.n kaa jahaa.n
Allama Iqbal
Ghazal
ka.ii inqilaab aa.e ka.ii KHush-KHiraam guzre
na uThii magar qayaamat tirii kam-sinii se pahle
Kaif Bhopali
Sher
kaam hai meraa taGayyur naam hai meraa shabaab
meraa na.ara inqilaab o inqilaab o inqilaab
Josh Malihabadi
Sher
ye charaaG jaise lamhe kahii.n raa.egaa.n na jaa.e.n
ko.ii KHvaab dekh Daalo ko.ii inqilaab laa.o
Rahi Masoom Raza
Ghazal
'naayaab' inqilaab-e-zamaana kii hai daliil
badlaav dekhtaa huu.n mai.n apne vajuud me.n
Jahangeer nayab
PAGE MATCHES FOR "inqilaab"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "inqilaab"
Ghazal
Anwar Mirzapuri
Ghazal
jinhe.n ki diida-e-shaa.ir hii dekh saktaa hai
vo inqilaab tire saamne kahaa.n guzre




