SEARCH RESULTS
Showing search results for "inqilaab"
Ghazal MATCHES FOR "inqilaab"
Ghazal
ka.ii inqilaab aa.e ka.ii KHush-KHiraam guzre
na uThii magar qayaamat tirii kam-sinii se pahle
Kaif Bhopali
Ghazal
'naayaab' inqilaab-e-zamaana kii hai daliil
badlaav dekhtaa huu.n mai.n apne vajuud me.n
Jahangeer nayab
Ghazal
jinhe.n ki diida-e-shaa.ir hii dekh saktaa hai
vo inqilaab tire saamne kahaa.n guzre
Jigar Moradabadi
Ghazal
Anwar Mirzapuri
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
har inqilaab mubaarak har inqilaab azaab
shikast-e-jaam se pahle shikast-e-jaam ke baa'd
Qabil Ajmeri
Ghazal
zamaana ek tarah par kabhii nahii.n rahtaa
isii ko ahl-e-jahaa.n inqilaab samjhe hai.n
Meer Anees
Ghazal
ye inqilaab to ta.amiir ke mizaaj me.n hai
giraa.e jaate hai.n aivaa.n bane-banaa.e hu.e
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
Saghar Siddiqui
Ghazal
ajab na thaa ki zamaane ke inqilaab se ham
tayammum aab se aur KHaak se vuzuu karte
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
inqilaab-e-dahr bar-haq lekin aisaa inqalaab
vo kahii.n paa.e ga.e aur mai.n kahii.n paayaa gayaa
Nazeer Banarasi
Ghazal
ye inqilaab-e-dauraa.n ye aish-o-Gam ke unvaa.n
goyaa zabaan-e-fitrat afsaana kah rahii hai
Shakeel Badayuni
Ghazal
aa.nkh us kii phir ga.ii thii dil apnaa bhii phir gayaa
ye aur inqilaab hu.aa inqilaab me.n
Momin Khan Momin
Ghazal
ye inqilaab nahii.n hai to aur kyaa 'bismil'
nazar badalne lage apne jaane-pahchaane
Bismil Azimabadi
Ghazal
'shakiil' aa.ina hai daur-e-inqilaab magar
ma.aal-e-qismat-e-hindostaa.n nahii.n ma.aluum
Shakeel Badayuni
Ghazal
kaun rakh saktaa hai is ko saakin-o-jaamid ki ziist
inqilaab-o-inqilaab-o-inqilaab-o-inqilaab