SEARCH RESULTS
Showing search results for "iqraar"
Nazm MATCHES FOR "iqraar"
Nazm
dard aaega dabe panw
lutf kii baat kahii.n pyaar kaa iqraar kahii.n
dil se phir hogii mirii baat ki ai dil ai dil
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dua
ishq kaa sirr-e-nihaa.n jaan-e-tapaa.n hai jis se
aaj iqraar kare.n aur tapish miT jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
koi aashiq kisi mahbuba se!
ko.ii iqraar na mai.n yaad dilaa.uu.ngaa na tum
ko.ii mazmuun vafaa kaa na jafaa kaa hogaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hum to majbur-e-wafa hain
tere aivaano.n me.n purze hu.e paimaa.n kitne
kitne va.ade jo na aasuuda-e-iqraar hu.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek laDka
mujhe iqraar hai us ne zamii.n ko aise phailaayaa
ki jaise bistar-e-kam-KHvaab ho diibaa-o-maKHmal ho
Akhtarul Iman
Nazm
tin aawazen
gar ye sach hai to tire adl se inkaar karuu.n?
un kii maanuu.n ki tirii zaat kaa iqraar karuu.n?
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
marsiye
ek baar aur masiihaa-e-dil-e-dil-zadagaa.n
ko.ii va.ada ko.ii iqraar masiihaa.ii kaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nama-e-jaanan
na kisii harf me.n mahruumi-e-jaa.n kaa qissa
na kisii lafz me.n bhuule hu.e iqraar kii baat
Ahmad Faraz
Nazm
ai dil-e-be-KHabar
harf-e-iqraar kii lazzate.n bhuul jaa
bhuul jaa vo havaa bhuul jaa vo nagar
Amjad Islam Amjad
Nazm
mata-e-alfaz
chun le.n phuulo.n kii tarah ham bhii mataa-e-alfaaz
daulat-e-dard ba.Dii chiiz hai iqraar karo
Zehra Nigaah
Nazm
sar-e-wadi-e-sina
ab sadiyo.n ke iqraar-e-itaa.at ko badalne
laazim hai ki inkaar kaa farmaa.n ko.ii utre
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
muslim umma ka America se shikwa
tujh se iqraar-e-mohabbat kii sazaa paa.ii hai
ham ne is mulk me.n jhaTke kii chikan khaa.ii hai
Khalid Irfan
Nazm
id
kaafir kabhii na ham se hu.aa ham-kanaar aah
iqraar ham se thaa ka.ii din aage iid se