SEARCH RESULTS
Showing search results for "irfaan"
Nazm MATCHES FOR "irfaan"
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
girya-e-sarshaar se buniyaad-e-jaa.n paa.inda hai
dard ke irfaa.n se aql-e-sa.ng-dil sharminda hai
Allama Iqbal
Nazm
online aashiq
net iijaad hu.aa hijr ke maaro.n ke liye
search engine hai ba.Dii chiiz ku.nvaaro.n ke liye
Khalid Irfan
Nazm
muslim umma ka America se shikwa
kyuu.n gunahgaar banuu.n visa-faraamosh rahuu.n
kab talak KHauf-zada suurat-e-KHargosh rahuu.n
Khalid Irfan
Nazm
KHwab-e-sahar
aadmii minnat-kash-e-arbaab-e-irfaa.n hii rahaa
dard-e-insaanii magar mahruum-e-darmaa.n hii rahaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ustad hamare
in hii kii hai ta.aliim jo irfaan-e-KHudaa hai
in hii se mo.attar hu.e afkaar hamaare
Mohammad Asadullah
Nazm
KHuda ki shan
mai.n ho gayaa jo shifaayaab vo Thikaane lagaa
buKHaar merii jagah doctor ko aane lagaa
Khalid Irfan
Nazm
hashr ki subh daraKHshan ho maqam-e-mahmud
marhabaa sabr kaa irfaan ki meraaj-e-hayaat
nuur majsuum hu.aa gumbad-e-KHazraa markuuz
Adil Mansuri
Nazm
America ke kutte
Taa.ng alfaaz-o-ma.aanii me.n u.Daane vaale
merii taKHliiq ko daa.nto.n se chabaane vaale
Khalid Irfan
Nazm
doshiza malan
aa.nkho.n me.n ruuh-e-baada-e-irfaa.n liye hu.e
ho.nTo.n me.n aab-e-la.al-e-badaKHshaa.n liye hu.e
Kaifi Azmi
Nazm
ek shaera ki shadi par
jazb-e-iffat kaa mayassar thaa jo irfaa.n tujh ko
kyuu.n na marGuub hu.aa sheva-e-jaanaa.n tujh ko
Akhtar Shirani
Nazm
guru-nanak dev ji
bataayaa tuu ne ki irfaa.n se aashnaa honaa
kabhii na aashiq-e-duniyaa-e-be-vafaa honaa