SEARCH RESULTS
Showing search results for "ishq-e-naakaam"
Nazm MATCHES FOR "ishq-e-naakaam"
Nazm
nakaam ishq
KHud ye anjaam kar ke baiThe hai.n
'ishq-e-naa-kaam kar ke baiThe hai.n
Faisal Qadri Gunnauri
Nazm
gurez
apnii majbuur mohabbat kii shikasto.n kii qasam
arsa-e-jehd me.n hastii mirii naakaam nahii.n
Raza Ashk
Nazm
gulha-e-aqidat
gul se apnii nisbat-e-deriina kii khaa kar qasam
ahl-e-dil ko ishq ke andaaz samjhaane lagii.n
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
dil-ashob
tirii chaah me.n dekhaa ham ne ba-haal-e-KHaraab ise
par ishq o vafaa ke yaad rahe aadaab ise
Ibn-e-Insha
Nazm
badnam ho raha hun
faryaadii-e-jafaa-e-ayyaam ho rahaa huu.n
paamaal-e-jaur-e-baKHt-e-naakaam ho rahaa huu.n
Akhtar Shirani
Nazm
baz-did
jab larazte hai.n sadaa.o.n ke simaTte saa.e
aur aa.nhke.n KHalish-e-hasrat-e-naakaam liye
Muneebur Rahman
Nazm
etiraf
KHvaab phir KHvaab the KHvaabo.n kaa bharosa kyaa thaa
haasil-e-kaahish-e-naakaam yahii honaa thaa
Naresh Kumar Shad
Nazm
KHud-supurdagi
soch ke baKHt me.n iz.haar kaa lamha kab thaa
dil-e-naakaam saraabo.n kaa ta.aaqub chho.Do
Amjad Islam Amjad
Nazm
ek nazm
shumaar-e-hasrat-e-naakaam bhii hu.aa hogaa
agar hu.aa to hamaaraa bhii kuchh shumaar hu.aa
Shaz Tamkanat
Nazm
ajnabi sham
dil-e-naakaam mai.n kahaa.n jaa.uu.n
ajnabii shaam mai.n kahaa.n jaa.uu.n
Jaun Eliya
Nazm
aam ruKHsat ho gaya
hausla rakh muntazir rah mausam-e-garmaa kaa phir
bain mat kar ab dil-e-naakaam ruKHsat ho gayaa
Shaheen Iqbal Asar
Nazm
nashat-e-umid
kaaTne vaalii Gam-e-ayyaam kii
thaamne vaalii dil-e-naakaam kii
Altaf Hussain Hali
Nazm
tisri sham
ab guzaare.nge kahii.n shaam kahii.n duur chale.n
chal yahaa.n se dil-e-naakaam kahii.n duur chale.n
Kamil Chandpuri
Nazm
yaaden
mahfuuz hai.n yaado.n me.n abhii tak vo ba-tadriij
dohraataa hai ab tak vo fasaane dil-e-naakaam