SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaan-daar"
Nazm MATCHES FOR "jaan-daar"
Nazm
jism ki aag
jo ko.ii bhii jaa.n-daar-o-be-jaan maKHluuq ke lams se
aashnaa tak nahii.n ho
Naseem Muzaffarpuri
Nazm
barkha-rut
garmii se ta.Dap rahe the jaan-daar
aur dhuup me.n tap rahe the kohsaar
Altaf Hussain Hali
Nazm
aaftab
teraa kamaal-e-hastii har jaan-daar me.n
terii numuud silsila-e-kohsaar me.n
Allama Iqbal
Nazm
barish
ho ga.e aise me.n sab jaa.n-daar KHush
lahlahaataa sabza KHush ashjaar KHush
Tilok Chand Mahroom
Nazm
pani
har jaan-daar karne lagaa hai yahii savaal
paanii agar na hotaa to kyaa hotaa apnaa haal
Firoz Rasheed
Nazm
jhuTi taraqqi
ye vo jaa.n-daar hai.n ki jin ke liye
lafz-e-aasuudgii bahisht-e-KHayaal
Deedar Akbarpuri
Nazm
sham-e-ayaadat
hai apne aa.nsu.o.n se mujh pe aa.iina Gam-e-hayaat
ye be-qusuur jaan-daar dard jhelte hu.e
Firaq Gorakhpuri
Nazm
taj-mahal
phail jaa.e isii rauza kaa jo simTaa daaman
kitne jaa.n-daar janaazo.n ko bhii mil jaa.e mazaar
Kaifi Azmi
Nazm
mashwara
baa'z aa.iine bhii jaa.n-daar hu.aa karte hai.n
vo jo siine se lagaa le.nge to phir kyaa hogaa
Salam Machhli shahri
Nazm
pagal hosh
jab dard kii lahre.n Duub ga.ii.n
jab aa.nkhe.n chehra bhuul ga.ii.n
KHalid Malik Sahil
Nazm
chand aur mahbub
jaa.n-daar ko.ii jaa ke vahaa.n rah nahii.n saktaa
yaa'nii ki vo ik KHitta-e-be-aab-o-havaa hai
Raza Naqvi Vahi
Nazm
Dal kitne rang boegi
kaun jaane Daal kitne rang bo.egii
par hamaarii qabr hame.n botii nahii.n