SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaanib-e-manzil"
Nazm MATCHES FOR "jaanib-e-manzil"
Nazm
jashn-e-azadi
jaanib-e-manzil hamaaraa kaarvaa.n ba.Dhtaa gayaa
amn ke parcham liye hindostaa.n ba.Dhtaa gayaa
Prem Lal Shifa Dehlvi
Nazm
sanjiw sarraf ke liye ek nazm
vo akelaa hii chalaa thaa jaanib-e-manzil magar
ab to kitne qaafilo.n kaa kaarvaa.n sanjiiv hai
Azhar Bakhsh Azhar
Nazm
gham-e-jamhur
ba.Dhegaa jaanib-e-manzil ye kaarvaa.n ik din
fazaa-e-arz-o-samaa hogii ham-inaa.n ik din
Masood Akhtar Jamal
Nazm
ahl-e-junun
apne hii naqsh-e-qadam sang-e-nishaan-e-manzil
apne hii dam se basiirat hai ye biinaa.ii hai
Noor -e-Shama Noor
Nazm
ujale ki lakir
vaqt kii gard chhaTegii to ba-unvaan-e-sahar
manzil-e-shauq kii raaho.n kaa ta.ayyun hogaa
Noor -e-Shama Noor
Nazm
subh-e-shab-e-intizar
yahii vo manzil-e-maqsuud hai ki jis ke liye
ba.De hii azm se apne safar pe nikle the
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
bhagwan krishn ki taswir dekh kar
tuu hii jaane kahaa.n le aa.ii mujh ko aarzuu terii
ye manzil ab saraapaa be-KHudii mahsuus hotii hai
Kanval M. A
Nazm
tashwish
dekhnaa jaanib-e-mai-kada jurm hai
jhiil sii aa.nkh me.n Duubnaa jurm hai
Misdaque Azmi
Nazm
mann-o-salwa
magar raah-o-rasm-e-manzil se be-KHabar hai.n
gharo.n ko viiraan kar ke
Noon Meem Rashid
Nazm
mazdur
shorish-e-dard se din-raat sisaktaa mazduur
justujuu-e-rah-e-manzil me.n bhaTaktaa mazduur