SEARCH RESULTS
Showing search results for "jalaal"
Nazm MATCHES FOR "jalaal"
Nazm
masjid-e-qurtuba
teraa jalaal o jamaal mard-e-KHudaa kii daliil
vo bhii jaliil o jamiil tuu bhii jaliil o jamiil
Allama Iqbal
Nazm
nau-jawan se
jalaal-e-aatish-o-barq-o-sahaab paidaa kar
ajal bhii kaa.np uThe vo shabaab paidaa kar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
apni malka-e-suKHan se
allaah re tere husn-e-malak-soz kaa jalaal
jab dekhtii hai.n KHuld se huure.n tiraa jamaal
Josh Malihabadi
Nazm
nilo
log is manzar-e-jaa.nkaah ko jab dekhe.nge
aur ba.Dh jaa.egaa kuchh satvat-e-shaahii kaa jalaal
Habib Jalib
Nazm
raat aur rail
yaad aa jaa.e puraane devtaa.o.n kaa jalaal
un qayaamat-KHeziyo.n ke saath bal khaatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
KHatun-e-mashriq
sirf ik teraa tabassum ai jamaal-e-taabnaak
siina-e-atfaal me.n paidaa karegaa ruuh-e-paak
Josh Malihabadi
Nazm
miTTi ka diya
ham ne in aalii binaao.n se kiyaa akasr savaal
aashkaaraa jin se un ke baaniyo.n kaa hai jalaal
Altaf Hussain Hali
Nazm
KHusha zamanat-e-gham
sakuu.n mile na kabhii tere paa-figaaro.n ko
jamaal-e-KHuun-e-sar-e-KHaar ko nazar na lage
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
apne shahr ke liye dua
ai qarya-e-jalaal tire baam-o-dar kii KHair
ik daastaa.n hai saath tire ra.ng-o-nuur kii
Muneer Niyazi
Nazm
safar nama
dil miraa koh o daman dasht o chaman kii had hai
mere kiise me.n hai raato.n kaa siyah-faam jalaal
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
pas-e-aina
mujhe jamaal-e-badan kaa hai e'tiraaf magar
mai.n kyaa karuu.n ki varaa-e-badan bhii dekhtaa huu.n
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
aql-o-dil
'aalam hai Gulaam is ke jalaal-e-azalii kaa
ik dil hai ki har lahza ulajhtaa hai KHirad se