SEARCH RESULTS
Showing search results for "jehd-e-paiham"
Nazm MATCHES FOR "jehd-e-paiham"
Nazm
zindagi-nama
jehd-e-paiham kaa sila hai zindagii
aadmii kaa mudda'aa hai zindagii
Abdul Ghafoor Saqi
Nazm
diwar
saf-ba-saf shaana-ba-shaana rahravo.n ko le chalaa
jehd-e-paiham kaa har ik iqdaam haasil kii taraf
Daud Ghazi
Nazm
katik ka chand
miir-e-maGfuur ke ash.aar na paiham pa.Dhnaa
jiine vaalo.n ko abhii aur bhii jiinaa hogaa
Ibn e Insha
Nazm
maut ki justuju
ruuh ko jehd-e-tahsiil-e-zar khaa ga.ii
zehn kii raushnii naa-ummiidii kii zulmat me.n dhundlaa ga.ii
Waheed Akhtar
Nazm
guman o yaqin
ye irtiqaa kii tag-o-dau ye jehd-e-fikr-o-amal
gumaa.n ke dam se hai in kaa vajuud kahte ho
Shameem Farooq Banspari
Nazm
taqaza
baarish-e-Gam-haa-e-paiham se fazaa hai sogvaar
aap jaate hai.n to dam bhar muskuraate jaa.iye
Jauhar Nizami
Nazm
samay sahra
baad-e-ayyaam-e-shabaab
garmii-e-jehd-e-baqaa hai jabki ik afsurda KHvaab
Krishna Mohan
Nazm
kahan hai aa ja
ai umiid-e-dil-e-naa-kaam kahaa.n hai aa jaa
terii furqat KHalal-andaaz-e-sukuun-e-paiham
Shakeel Badayuni
Nazm
kyunkar
balaa se ko.ii ishq me.n KHaar bhii ho
Gam-o-ranj-e-paiham se naa-chaar bhii ho
Vafa Barahi
Nazm
zakir pyare
dekh ke terii jehd-e-musalsal
chhaT ga.e KHud hii dukh ke baadal
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
jahan main hun
ra.anaa.ii se ham-aaGosh kartii hai
shabaana roz kii jehd-e-musalsal se
Qayyum Nazar
Nazm
qurbat aur duri
jazba-e-maz.hab siyaasat kaa KHarosh
ilm kii jehd-e-musalsal fan kaa josh
Akhtar Bastavi
Nazm
KHana-ba-dosh
maathe pe saKHt-koshi-e-paiham kii daastaa.n
aa.nkho.n me.n huzn o yaas kii ghanghor badliyaa.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
waqt ki sadiyan
ki har manzil faqat vahm-o-gumaa.n hai
ye hastii jehd-e-Gam kii daastaa.n hai