SEARCH RESULTS
Showing search results for "jinne"
Nazm MATCHES FOR "jinne"
Nazm
shikwa
ham jo jiite the to jango.n kii musiibat ke liye
aur marte the tire naam kii azmat ke liye
Allama Iqbal
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
ai ishq ye kaisaa rog lagaa jiite hai.n na zaalim marte hai.n
ye zulm tuu ai jallaad na kar
Akhtar Shirani
Nazm
ye meri ghazlen ye meri nazmen
vo jis ke jiine kii KHvaahishe.n bhii
KHud us ke apne nasiib sii thii.n
Ahmad Faraz
Nazm
parchhaiyan
vo pe.D jin ke tale ham panaah lete the
kha.De hai.n aaj bhii saakit kisii amii.n kii tarah
Sahir Ludhianvi
Nazm
hasan kuza-gar (1)
(vahii chaak jo saal-haa-saal jiine kaa tanhaa sahaaraa rahaa thaa)
vo shaano.n se mujh ko hilaatii
Noon Meem Rashid
Nazm
ustad-e-mohtaram ko mera salam kahna
jiine kaa fan sikhaayaa marne kaa baa.nkpan bhii
izzat ke gur bataa.e rusvaa.ii ke chalan bhii
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
ai ishq kahin le chal
jis me.n kabhii duniyaa ke Gam dil ko na ta.Dpaa.e.n
aur jis kii bahaaro.n me.n jiine ke maze aa.e.n
Akhtar Shirani
Nazm
uTTho marne ka haq istimal karo
jiine kaa haq saamraaj ne chhiin liyaa
uTTho marne kaa haq istimaal karo
Habib Jalib
Nazm
hubb-e-watan
jin o insaan kii hayaat hai tuu
murG o maahii kii kaa.enaat hai tuu
Altaf Hussain Hali
Nazm
ban-bas
mere sab dost use dekh ke kahte ho.nge
jaane kis des me.n bechaara bhaTaktaa hogaa