SEARCH RESULTS
Showing search results for "jitte"
Nazm MATCHES FOR "jitte"
Nazm
kuchh ishq kiya kuchh kaam kiya
ham jiite-jii masruuf rahe
kuchh ishq kiyaa kuchh kaam kiyaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shikwa
ham jo jiite the to jango.n kii musiibat ke liye
aur marte the tire naam kii azmat ke liye
Allama Iqbal
Nazm
nisar main teri galiyon ke
Garaz tasavvur-e-shaam-o-sahar me.n jiite hai.n
giraft-e-saaya-e-diivaar-o-dar me.n jiite hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
ai ishq ye kaisaa rog lagaa jiite hai.n na zaalim marte hai.n
ye zulm tuu ai jallaad na kar
Akhtar Shirani
Nazm
umid
vo sub.h kabhii to aa.egii
jis sub.h kii KHaatir jug jug se ham sab marmar ke jiite hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
ruh dekhi hai kabhi!
jaagte jiite hu.e duudhiyaa kohre se lipaT kar
saa.ns lete hu.e us kohre ko mahsuus kiyaa hai?
Gulzar
Nazm
hinDola
mujhe hai yaad abhii tak ki khel-kuud me.n bhii
kuchh aise vaqfe pur-asraar aa hii jaate the
Firaq Gorakhpuri
Nazm
watan
tujh ko jiite hai.n to Gamnaak na hone de.nge
aisii iksiir ko yuu.n KHaak na hone de.nge