SEARCH RESULTS
Showing search results for "jumbish-e-mizha"
Nazm MATCHES FOR "jumbish-e-mizha"
Nazm
himala
jumbish-e-mauj-e-nasiim-e-sub.h gahvaara banii
jhuumtii hai nashsha-e-hastii me.n har gul kii kalii
Allama Iqbal
Nazm
basant ki aamad
jumbish-e-mauj-e-nasiim-e-sub.h kaa e.ajaaz dekh
taa.ir-e-be-baal-o-par kii hasrat-e-parvaaz dekh
Mela Ram Wafa
Nazm
apni malka-e-suKHan se
baad-e-muraad o chashmak-e-tuufaa.n liye hu.e
huu.n buu-e-zulf-o-jumbish-e-mizhgaa.n liye hu.e
Josh Malihabadi
Nazm
nazr-e-watan
phir shauq ban ke dil me.n dha.Daktii hai zindagii
phir jumbish-e-tabassum-e-jaanaana chaahiye
Akhtar Shirani
Nazm
paigham
kashmakash se mufir kab hu.aa hai jo ho
jumbish-e-chashm-e-saaqii ko pahchaan lo
Shahryar
Nazm
fankar
mere KHaako.n me.n tire husn kii tasviire.n hai.n
jumbish-e-zulf tirii jumbish-e-lab terii hai
Sabir Dutt
Nazm
ayaadat
dars-e-sukuun-o-sabr ba-ii.n ehtamaam-e-naaz
nishtar-zanii-e-jumbish-e-mizhgaa.n liye hu.e
Asrarul Haq Majaz
Nazm
jashn-e-azadi
siikhnaa hai lekin ab mai-KHaana-e-ta.amiir me.n
jumbish-e-nabz-e-tamannaa o KHiraam-e-daur-e-jaam
Arsh Malsiyani
Nazm
madam
sehr o ejaaz liye jumbish-e-mizhgaan-e-daraaz
KHanda-e-shoKh jamaal-e-dur-e-KHush-aab liye
Asrarul Haq Majaz
Nazm
husn-e-pur-fan
jumbish-e-mizhgaa.n jaaduu jaaduu
sehr-zada hai.n manzar har-suu