SEARCH RESULTS
Showing search results for "ka.Dvii"
Nazm MATCHES FOR "ka.Dvii"
Nazm
ai nae sal bata tujh mein naya-pan kya hai
be-sabab log kyo.n dete hai.n mubaarak-baade.n
Gaaliban bhuul ga.e vaqt kii ka.Dvii yaade.n
Faiz Ludhianvi
Nazm
munajat-e-bewa
ka.Dvii miiThii sab hai gavaaraa
zor hai kyaa patte kaa havaa par
Altaf Hussain Hali
Nazm
irani talaba ke nam
jis miiThe nuur aur ka.Dvii aag
se zulm kii andhii raat me.n phuuTaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kahna baDon ka mano
ka.Dvii nasiihato.n me.n un kii bharaa hai amrit
chaaho agar ba.Daa.ii to kahnaa ba.Do.n kaa maano
Altaf Hussain Hali
Nazm
KHushamad
haq to ye hai ki KHushaamad se KHudaa raazii hai
gar na miiThii ho to ka.Dvii bhii KHushaamad kiije
Nazeer Akbarabadi
Nazm
rakhi bandhan
pal bhar me.n ka.Dvii sachchaa.iyaa.n
rishto.n kii tamaam hade.n to.D kar
Imam Azam
Nazm
mere baste mein kya hai
ka.Dvii kasiilii chhaaliya
kuchh bach ga.ii.n kuchh khaa liyaa
Hasan Abidi
Nazm
ghaalib sadi aur urdu
baat ka.Dvii sahii lekin hame.n kahne diije
dil ke KHush rakhne ko Gaalib ye KHayaal achchhaa hai
Raza Naqvi Vahi
Nazm
wasiyyat
ka.Dvii tiikhii Gazle.n nazme.n kah kah kar ambaar lagaayaa
itne se bhii chal saktaa thaa
Muzaffar Hanfi
Nazm
hijr ki andhi raaten
ye sulagte hu.e jazbaat me.n dahkii raate.n
niim sii ka.Dvii karele se kasiilii raate.n