SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaano.n"
Nazm MATCHES FOR "kaano.n"
Nazm
ek aarzu
kaano.n pe ho na mere dair o haram kaa ehsaa.n
rauzan hii jho.npa.Dii kaa mujh ko sahar-numaa ho
Allama Iqbal
Nazm
wo jo shaer tha
aa.nkhe.n kaano.n pe rakh ke suntaa thaa
guu.ngii KHaamoshiyo.n kii aavaaze.n!
Gulzar
Nazm
tajziya
mai.n tujhe chaahtaa nahii.n lekin
phir bhii rah rah ke mere kaano.n me.n
Jan Nisar Akhtar
Nazm
KHak-e-hind
ai suur-e-hubb-e-qaumii is KHvaab se jagaa de
bhuulaa hu.aa fasaana kaano.n ko phir sunaa de
Chakbast Braj Narayan
Nazm
wo bagh mein mera muntazir tha
kaano.n me.n machal rahii thii baalii
baa.nho.n se lipaT rahaa thaa gajraa
Parveen Shakir
Nazm
parchhaiyan
ye aa.nkh jis me.n ka.ii aasmaa.n dikhaa.ii pa.De.n
u.Daa de.n hosh vo kaano.n kii saada saada lave.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
zindagi
zindagii ke na.e imkaan ne lii a.ng.Daa.ii
aur kaano.n me.n kahii.n duur se aavaaz aa.ii
Kaifi Azmi
Nazm
judai
hayaat-e-ishq se us aa.nch kii tipaa.ii hu.ii
hanuuz vaqt ke kaano.n me.n chahchahaahaT hai
Firaq Gorakhpuri
Nazm
aaj ki duniya
kaano.n me.n zalzalo.n kii dhamak aa rahii hai aaj
har chiiz kaa.enaat kii tharraa rahii hai aaj
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ammi ki yaad mein
us ke kaano.n me.n zinda hai
us ke sachche sachche sajde