SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaano.n"
Ghazal MATCHES FOR "kaano.n"
Ghazal
ye phuul mujhe ko.ii viraasat me.n mile hai.n
tum ne miraa kaa.nTo.n bharaa bistar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
yuu.n kaano.n-kaan gul ne na jaanaa chaman me.n aah
sar ko paTak ke ham pas-e-diivaar mar ga.e
Meer Taqi Meer
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
vo boltaa hai to kaano.n me.n shahd gholtaa hai
mariiz-e-qa.nd pe qadGan hai us ko sun.ne kii
Shahzad Qais
Ghazal
rahaa mai.n dar-e-pas-e-diivaar-e-baaG muddat lek
ga.ii gulo.n ke na kaano.n talak fuGaa.n merii
Meer Taqi Meer
Ghazal
Gulzar
Ghazal
shahiid jism salaamat uThaa.e jaate hai.n
jabhii to gor-kano.n se lahad nahii.n maa.ngii
Ahmad Faraz
Ghazal
is qadar chiiKHtii rahtii hai KHaamoshii mujh me.n
shor kaano.n me.n utar jaa.e to bahraa ho jaa.uu.n
Mehshar Afridi
Ghazal
haTtaa nahii.n tasavvur-e-asbaab-o-mulk-o-maal
kaano.n me.n baj rahii hai vo shahnaa-e-lucknow
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
vo ik ha.nsii jo khanaktii hai ab bhii kaano.n me.n
vo ik latiifa jo ab yaad aa nahii.n saktaa
Salman Akhtar
Ghazal
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Wali Aasi
Ghazal
mere kaano.n ne sunaa hai tire baare me.n bahut
merii aa.nkho.n pe bhii tho.Daa saa karam ho aamiin
Rehman Faris
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
is vaaste chhe.Daa hai parvaano.n kaa afsaana
shaayad tire kaano.n tak paiGaam-e-amal jaa.e