SEARCH RESULTS
Showing search results for "kabaab"
Nazm MATCHES FOR "kabaab"
Nazm
ramayan ka ek scene
soz-e-daruu.n se qalb o jigar ho ga.e kabaab
piirii miTii kisii kii kisii kaa miTaa shabaab
Chakbast Braj Narayan
Nazm
KHush-KHurak
dopahar me.n chhe chapaatii chaar anDe omelette
chaar-chhe shaamii kabaab aur ik nahaarii ke plate
Khalid Irfan
Nazm
nai paud
daal me.n gar ghii nahii.n to hai itaab
gar pasnde kam pa.De.n to hai.n kabaab
Aale Ahmad Suroor
Nazm
murda-KHana
Daal kar dekhe.n haa.n haa.n ye phal Daale.n ye miThaa.ii
ye tikke aur kabaab Daale.n is me.n
Mohammad Haneef Rame
Nazm
KHud-kalami KHatun-e-KHana ki
kabaab banaa kar rakhe hai.n abhii freeze me.n
ab bachcho.n ko pa.Dhaanaa hai
Zehra Alvi
Nazm
premchand ko KHiraj-e-aqidat
is soz-e-jaa.n-gusil se har ik dil kabaab hai
fart-e-tapish hai aatish-e-Gam be-hisaab hai
Rangeshwar Dayal Saxena Sufi
Nazm
sawal-o-jawab kaun kare
ranj-e-maazii ko yaad kar kar ke
dil ko apne kabaab kaun kare
Narayan Das Puri
Nazm
aazadi
brand cigarette kaa badla nahii.n
siiKH par jal ga.e mere hisse ke saare kabaab
Shariq Kaifi
Nazm
dam aa nahin raha
jale hu.e par aasmaa.n se gir rahe hai.n
kabaab ho ga.e hai.n kyaa
Razi Haider Gilani
Nazm
da’wat-e-nagawar
lazzat-aamez kabaab utre.n na halaq se
bhuuke mu.nh se chhiin liyaa ho nivaala jaise
Sada Ambalvi
Nazm
bewa aur barsat
siine me.n dil kabaab hai mujh se ho sabr kis tarah
ek balaa shabaab hai mujh se ho jabr kis tarah
Saqib Kanpuri
Nazm
lakhnau
TunDe kabaab kulche nahaarii na khaa.e to
aanaa hu.aa phir aap kaa be-kaar lakhna.uu
Salim Husain
Nazm
riyazat
siiKH-e-iz.haar pe rakkhaa hai sadaa dil kaa kabaab
aur matruuk kiyaa KHud pe har ik jaam-e-shabaab
Mahnoor Rana
Nazm
jawab-e-shikwa
baada-aashaam na.e baada nayaa KHum bhii na.e
haram-e-kaaba nayaa but bhii na.e tum bhii na.e