SEARCH RESULTS
Showing search results for "kabaab"
Ghazal MATCHES FOR "kabaab"
Ghazal
jigar ke Tuk.De hu.e jal ke dil kabaab hu.aa
ye ishq jaan ko mere ko.ii azaab hu.aa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
kahaa.n talak kahuu.n saaqii ki laa sharaab to de
na de sharaab Dubo kar ko.ii kabaab to de
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Gairo.n se mil chale tum mast-e-sharaab ho kar
Gairat se rah ga.e ham yaksuu kabaab ho kar
Meer Taqi Meer
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
baGair yaar gavaaraa nahii.n kabaab sharaab
gazak hai daaG mujhe aur KHuun-e-naab sharaab
Imdad Ali Bahr
Ghazal
aatii thii pahle dil se kabhii buu kabaab kii
raushan hai ab to siine me.n bhaTTii sharaab kii
Riyaz Khairabadi
Ghazal
haazir hai.n kaliisaa me.n kabaab o mai-e-gulguu.n
masjid me.n dharaa kyaa hai ba-juz mau.iza o pand
Allama Iqbal
Ghazal
Habeeb Moosavi
Ghazal
dauraa hai jab se bazm me.n terii sharaab kaa
baazaar garm hai mire dil ke kabaab kaa
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
qaraar par na milo iztiraab ho ki na ho
sharaab Gair ko do dil kabaab ho ki na ho