SEARCH RESULTS
Showing search results for "kada"
Nazm MATCHES FOR "kada"
Nazm
shikwa
kis ne ThanDaa kiyaa aatish-kada-e-iiraa.n ko
kis ne phir zinda kiyaa tazkira-e-yazdaa.n ko
Allama Iqbal
Nazm
mujhse pahle
mujh se pahle tujhe jis shaKHs ne chaahaa us ne
shaayad ab bhii tiraa Gam dil se lagaa rakkhaa ho
Ahmad Faraz
Nazm
KHwabon ke byopari
ham raakh liye hai.n jholii me.n
aur sar pe hai saahuukaar kha.Daa
Ahmad Faraz
Nazm
la-ilaha-illallah
ye daur apne baraahiim kii talaash me.n hai
sanam-kada hai jahaa.n laa-ilaaha-illallaah
Allama Iqbal
Nazm
shikast-e-tauba
ai rahmat-e-tamaam mirii har KHataa mu.aaf
mai.n intihaa-e-shauq me.n ghabraa ke pii gayaa
Jigar Moradabadi
Nazm
muflisi
dariyaa me.n un ke murde bahaatii hai muflisii
biibii kii nath na la.Dko.n ke haatho.n ka.De rahe
Nazeer Akbarabadi
Nazm
nanak
qaum ne paiGaam-e-gautam kii zaraa parvaa na kii
qadr pahchaanii na apne gauhar-e-yak-daana kii
Allama Iqbal
Nazm
ai ishq kahin le chal
ye jabr-kada aazaad afkaar kaa dushman hai
armaano.n kaa qaatil hai ummiido.n kaa rahzan hai
Akhtar Shirani
Nazm
jawahar-lal nehru
saarii qaumo.n ke gunaaho.n kaa ka.Daa bojh liye
umr-bhar suurat-e-iisaa jo sar-e-daar rahaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
jaun-eliya se aaKHri mulaqat
vo ek maktab thaa aagahii kaa
vo ilm-o-daanish kaa mai-kada thaa
Tariq Qamar
Nazm
dil hasin hai to mohabbat bhi hasin paida kar
yahii duniyaa ki jo but-KHaana banii jaatii hai
isii but-KHaane se ka.abe kii zamii.n paidaa kar