SEARCH RESULTS
Showing search results for "kamaal-e-lutf"
Nazm MATCHES FOR "kamaal-e-lutf"
Nazm
shair
nishaan-e-azmat-e-insaaniyat kaa naam hai shaa.ir
saraapaa lutf-o-azm-o-hosh kaa paiGaam hai shaa.ir
Kamal Hyderabadi
Nazm
ahl-e-junun
baarish-e-sang-e-alam apnaa muqaddar Thahrii
raahat-e-dard milii lutf-o-karam ke badle
Noor -e-Shama Noor
Nazm
dil-ashob
yuu.n kahne ko raahe.n mulk-e-vafaa kii ujaal gayaa
ik dhund milii jis raah me.n paik-e-KHayaal gayaa
Ibn۔e۔Insha
Nazm
nida-e-taKHliq
kamaal-e-arz-e-suKHan jis ko tum samajh baiThe
vo ijz-e-fikr hai iqraar-e-be-zabaanii hai
Hasan Naim
Nazm
hum zamin-zad
vagarna is kaar-gaah me.n kuchh
kamaal-e-kun-fa-yakuun kyaa hai
Zaheer Mushtaq Rana
Nazm
tujhe apne liye
kamaal-e-aarzuu ko jo mayassar hai.n
ba.Dii chaahat se phir tujh me.n
Mubeen Mirza
Nazm
zikr-e-arzu
fikr merii naa-rasaa hai ilm meraa naa-tamaam
mujh se mumkin hii nahii.n sharh-e-kamaal-e-'aarzuu'
Masoom Sharqi
Nazm
sanjiwni
nargisii aa.nkho.n ke pyaalo.n me.n sharaab-e-ahmar
shoKH yaaquut-faam ho.nT kamaal-e-aazar
Afzal Husain Afzal
Nazm
sawali
sukuut-e-shab hai kamaal-e-sukuun hai paidaa
ye chaahtaa huu.n yuu.nhii be-sabab chalaa jaa.uu.n
Yusuf Zafar
Nazm
hilal-e-eid
muslimo.n ke sar jhuke.n hai.n sajda-e-allaah me.n
kyaa uKHuvvat kaa sabaq hai kyaa kamaal-e-eid hai