SEARCH RESULTS
Showing search results for "kamiina"
Nazm MATCHES FOR "kamiina"
Nazm
o aasman wale
charKH-e-kamiina-KHuu ne tevar Gazab ke badle
kyaa jaaniye liye hai.n zaalim ne kab ke badle
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
muhasara
fasiil-e-shahr ke har burj har manaare par
kamaa.n-ba-dast sitaada hai.n askarii us ke
Ahmad Faraz
Nazm
parinde ki fariyaad
vo pyaarii pyaarii suurat vo kaamanii sii muurat
aabaad jis ke dam se thaa meraa aashiyaanaa
Allama Iqbal
Nazm
farman-e-KHuda
kyuu.n KHaaliq o maKHluuq me.n haa.il rahe.n parde
piiraan-e-kaliisaa ko kaliisaa se uThaa do
Allama Iqbal
Nazm
aadmi-nama
aur vo jo mar gayaa hai so hai vo bhii aadmii
ashraaf aur kamiine se le shaah-taa-vaziir
Nazeer Akbarabadi
Nazm
KHizr-e-rah
nasl qaumiyat kaliisaa saltanat tahziib rang
KHvaajgii ne KHuub chun chun ke banaa.e muskiraat
Allama Iqbal
Nazm
lenin
aaj aa.nkh ne dekhaa to vo 'aalam hu.aa saabit
mai.n jis ko samajhtaa thaa kaliisaa ke KHuraafaat
Allama Iqbal
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
hai lahad is quvvat-e-aashufta kii shiiraaza-band
Daaltii hai gardan-e-garduu.n me.n jo apnii kamand
Allama Iqbal
Nazm
sarhaden
kis pe shak karte ho jitne bhii musaafir hai.n yahaa.n
ek hii sab kaa qabiila vahii paikar vahii gil
Ahmad Faraz
Nazm
KHadsha
ye dha.Dkano.n kii zabaa.n bolte hu.e abruu
kamand Daal rahe hai.n mire KHayaalo.n par
Mohsin Naqvi
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
ham sab kaa hai ek hii qabiila
ik dasht ke saare ham-safar hai.n