SEARCH RESULTS
Showing search results for "kargas"
Nazm MATCHES FOR "kargas"
Nazm
haal-o-maqam
parvaaz hai dono.n kii isii ek fazaa me.n
kargas kaa jahaa.n aur hai shaahii.n kaa jahaa.n aur
Allama Iqbal
Nazm
reading room
hai.n in aavaazo.n ke andar par-kushaa
kitne kargas jin ko murdaaro.n kii buu
Majeed Amjad
Nazm
naya prometheus
fariyaad tumhaarii bolii hai alfaaz tumhaare aahe.n hai.n
ik qahr-e-Gazab kargas ke liye
Aslam Farrukhi
Nazm
dastur
chaaraagar dardmando.n ke bante ho kyuu.n
tum nahii.n chaaraagar ko.ii maane magar
Habib Jalib
Nazm
is waqt to yun lagta hai
shaaKHo.n me.n KHayaalo.n ke ghane pe.D kii shaayad
ab aa ke karegaa na ko.ii KHvaab baseraa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
farman-e-KHuda
tahziib-e-navii kaargah-e-shiishagaraa.n hai
aadaab-e-junuu.n shaa.ir-e-mashriq ko sikhaa do
Allama Iqbal
Nazm
aaj ki shab to kisi taur guzar jaegi
vaqt parvaaz karegaa ki Thahar jaa.egaa
jiit ho jaa.egii yaa khel biga.D jaa.egaa
Parveen Shakir
Nazm
KHizr-e-rah
jo karegaa imtiyaaz-e-ra.ng-o-KHuu.n miT jaa.egaa
turk-e-KHargaahii ho yaa aaraabii-e-vaalaa-guhar
Allama Iqbal
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
is kaar-gah-e-hastii me.n jahaa.n
ye saaGar shiishe Dhalte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
zauq o shauq
kyaa nahii.n aur Gaznavii kaargah-e-hayaat me.n
baiThe hai.n kab se muntazir ahl-e-haram ke somnaat!