SEARCH RESULTS
Showing search results for "kargas"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kargas"
Nazm
haal-o-maqam
parvaaz hai dono.n kii isii ek fazaa me.n
kargas kaa jahaa.n aur hai shaahii.n kaa jahaa.n aur
Allama Iqbal
PAGE MATCHES FOR "kargas"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "kargas"
Ghazal
the jauq jauq aas-paas kargas o uqaab
parind kuchh shikasta-par qadam qadam pe the
Akbar Hyderabadi
Ghazal
Anwar Pasha
Ghazal
le ga.e saare par-o-baal u.Daa kar kargas
yaad aataa hai ki aazaad hu.e the ham bhii
R P Shokh
Ghazal
sahraa kii tapish har suu kargas kaa baseraa hai
har shai jo jalaa dii hai kuchh baaqii shajar rakhte
Hameeda Moeen Rizvi
Nazm
naya prometheus
fariyaad tumhaarii bolii hai alfaaz tumhaare aahe.n hai.n
ik qahr-e-Gazab kargas ke liye
Aslam Farrukhi
Ghazal
uu.nchii parvaaz kii himmat bhii to kar le kargas
laakh shaahiin kaa andaaz-e-safar jaan gayaa
Farooq Anjum
Ghazal
madfan ke ta.ii.n aage hii mun.im na binaa rakh
kyaa jaaniye vaa.n dafn ho yaa khaa.egaa kargas
Taban Abdul Hai
Ghazal
Ghubar Kiratpuri
Ghazal
ujaa.D ho gayaa sahraa-e-dil ki jaise yahaa.n
Gazaal o zaiGam o kargas kabhii rahe hii nahii.n
Mohammad Aazam
Ghazal
le ga.e saare par-o-baal u.Daa kar kargas
yaad aataa hai ki aazaad hu.e the ham bhii

