SEARCH RESULTS
Showing search results for "katre"
Nazm MATCHES FOR "katre"
Nazm
ghaalib
aise diivaaro.n se mu.nh jo.D ke chalte hai.n yahaa.n
chuu.Dii-vaalaan kai kaTre kii ba.Dii-bii jaise
Gulzar
Nazm
marhum aur mahrum
tumhaaraa KHuun mire jism me.n machaltaa rahaa
zaraa se qatre bahaane kaa mauqa to dete
Zubair Ali Tabish
Nazm
hasan kuza-gar (4)
ki ham tum vo baarish ke qatre the jo raat bhar se
hazaaro.n baras re.ngtii raat bhar
Noon Meem Rashid
Nazm
dil hasin hai to mohabbat bhi hasin paida kar
dil ke har qatre me.n tuufaan-e-tajallii bhar de
batn-e-har-zarra se ik mahr-e-mubii.n paidaa kar
Jigar Moradabadi
Nazm
nargis-e-mastana
qatre me.n vo dariyaa hai jo aalam ko Dubo de
zarre me.n vo sahraa hai ki diivaana banaa de
Jigar Moradabadi
Nazm
intishaar
manuu kii machhlii na kashti-e-nuuh aur ye fazaa
ki qatre qatre me.n tuufaan be-qaraar saa hai
Kaifi Azmi
Nazm
ek alamat
ham isii chor ke KHatre se pareshaan bhii hai.n
kaun samjhegaa ki is sat.h-e-KHush-aavaaz ke ba.ad
Mustafa Zaidi
Nazm
naqqad
shaa.erii aur mantaqii bahse.n ye kaisaa qatl-e-aam
bursh-e-miqraaz kaa detaa hai zulfo.n ko payaam
Josh Malihabadi
Nazm
barkha-rut
chhan rahaa hai qatre ban ban kar sitaaro.n kaa hujuum
nuur-paaro.n kaa hujuum
Akhtar Shirani
Nazm
holi
sabho.n ko le ke kanaarii bazaar me.n aa.e
phir motii kaTre palThii ke log sab dhaa.e
Nazeer Akbarabadi
Nazm
hum bure log hain
kabhii qatre ko samundar na likhaa
kisii zarre ko bhii sahraa na kahaa