SEARCH RESULTS
Showing search results for "kharaabo.n"
Nazm MATCHES FOR "kharaabo.n"
Nazm
tasawwuf
ham tasavvuf ke KHaraabo.n ke makii.n
vaqt ke tuul-e-alam-naak ke parvaarda hai.n,
Noon Meem Rashid
Nazm
reg-e-diroz
ham mohabbat ke KHaraabo.n ke makii.n
vaqt ke tuul-e-alamnaak ke parvarda hai.n
Noon Meem Rashid
Nazm
ek nazm bachchon ki taraf se
ye ta.aliim gar mil bhii jaa.e to kyaa hai
ye school hai ik KHaraabo.n kii duniyaa
Asna Badr
Nazm
ek KHayal
be-shak havaa.e.n aziim-tariin san.na.a hai.n
un KHaraabo.n kii jo naqsh hai.n be-ra.ngii ke saath
Ahmad Javaid
Nazm
kaenat-e-zat ka musafir
aa.iina raqs me.n hasrat kii shanaasaa.ii kaa
kitne chup-chaap KHaraabo.n me.n liye jaataa hai
Ahmad Zafar
Nazm
milan
umr ba.Dhtii hai to jazbo.n me.n kamii hotii hai
murG-o-maahii ke maze kaise kabaabo.n me.n mile.n
Ghaus Khah makhah Hyderabadi
Nazm
be-KHayali
jab kabhii un KHaraabo.n se fursat mile sochtaa huu.n ki
ye zindagii hai
Ali Ul-Hasnain
Nazm
aaina
yaad-e-maazii ke KHaraabo.n me.n ThiThurte hu.e log
KHisht-e-paariina kii maanind bikharte hu.e log
Ali Minai
Nazm
la-yahdil-qaumazzalimin
ham KHaraabo.n me.n rahte hu.e aise shahkaar hai.n
jo KHudaa.o.n ko sajda kare.n