SEARCH RESULTS
Showing search results for "khidmat"
Nazm MATCHES FOR "khidmat"
Nazm
saqi-nama
vo suufii ki thaa KHidmat-e-haq me.n mard
mohabbat me.n yaktaa hamiiyat me.n fard
Allama Iqbal
Nazm
jashn-e-ghaalib
urdu ke ta'alluq se kuchh bhed nahii.n khultaa
ye jashn ye ha.ngaama KHidmat hai ki saazish hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
tarbiyat se terii me.n anjum kaa ham-qismat hu.aa
ghar mire ajdaad kaa sarmaaya-e-izzat hu.aa
Allama Iqbal
Nazm
sachche watan-parast ka git
mai.n uThaa luu.ngaa ba.De shauq se us ko sar par
KHidmat-e-qaum-o-vatan me.n jo balaa aa.egii
Lal Chand Falak
Nazm
KHak-e-hind
har sub.h hai ye KHidmat KHurshiid-e-pur-ziyaa kii
kirno.n se guu.ndhtaa hai choTii himaaliyaa kii
Chakbast Braj Narayan
Nazm
kuchh ishq kiya kuchh kaam kiya
kuchh ishq kiyaa kuchh kaam kiyaa
vo log bahut KHush-qismat the
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
payam-e-amal
gar qaum kii KHidmat kartaa hai
ehsaan tuu kis par dhartaa hai
Mohammad Farooq Deewana
Nazm
bol! ari o dharti bol!
bol ki terii KHidmat kii hai
bol ki teraa kaam kiyaa hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
zehra ne bahut din se kuchh bhi nahin likkha hai
dekhaa ki kabhii dariyaa rasta bhii badaltaa hai
bhaa.ii bhii giraftaar-e-majbuurii-e-KHidmat hai.n
Zehra Nigaah
Nazm
jagir
uzr kii saa.at-e-naapaak se le kar ab tak
har ka.De vaqt me.n sarkaar kii KHidmat kii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
hum
mai.n ek muddat se KHidmat-e-KHalq kar rahii huu.n
dukhe dilo.n kaa ilaaj kartii huu.n
Zia Jalandhari
Nazm
africa come-back
afriiqii KHidmat pasando.n kaa na.ara
panje me.n hathka.Dii kii ka.Dii bin ga.ii hai gurz