SEARCH RESULTS
Showing search results for "khirad"
Nazm MATCHES FOR "khirad"
Nazm
aurat
to.D paimaana-e-mardaan-e-KHirad-mand bhii to.D
ban ke tuufaan chhalaknaa hai ubalnaa hai tujhe
Kaifi Azmi
Nazm
ai sharif insano
sirf maidaan-e-kisht-o-KHuu.n hii nahii.n
haasil-e-zindagii KHirad bhii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
la-ilaha-illallah
KHirad hu.ii hai zamaan o makaa.n kii zunnaarii
na hai zamaa.n na makaa.n laa-ilaaha-illallaah
Allama Iqbal
Nazm
jibrail-o-iblis
hai mirii jur.at se musht-e-KHaak me.n zauq-e-numuu
mere fitne jaama-e-aql-o-KHirad kaa taar-o-puu
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
jin kii nigaaho.n ne kii tarbiyat-e-sharq-o-Garb
zulmat-e-europe me.n thii jin kii KHirad-raah-bii.n
Allama Iqbal
Nazm
lenin
mai.n kaise samajhtaa ki tuu hai yaa ki nahii.n hai
har dam mutaGayyar the KHirad ke nazriyaat
Allama Iqbal
Nazm
yaad-e-aligarh
abhii raat aa.ii na thii jhuTpuTaa thaa
vo baad-e-bahaarii se ik gul khilaa thaa
Aabidullah Ghazi
Nazm
taaruf
KHvaab-e-ishrat me.n hai.n arbaab-e-KHirad
aur ik shaa.ir-e-bedaar huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
Sar-guzisht-e-adam
magar KHabar na milii aah raaz-e-hastii kii
kiyaa KHirad se jahaa.n ko tah-e-nagii.n mai.n ne
Allama Iqbal
Nazm
bhaarat ke musalman
maz.hab me.n ta.assub to ba.Daa jaur hai pyaare
aql-o-KHirad-o-ilm kaa ye daur hai pyaare
Jagan Nath Azad
Nazm
tere baad
KHirad KHamosh junuu.n be-KHarosh hai ab tak
dil-o-nigaah ko ab bhii tirii zaruurat hai
Saifuddin Saif
Nazm
naya safar hai purane charag gul kar do
fazaa.e.n soch rahii hai.n ki ibn-e-aadam ne
KHirad ga.nvaa ke junuu.n aazmaa ke kyaa paayaa