SEARCH RESULTS
Showing search results for "kujaa"
Nazm MATCHES FOR "kujaa"
Nazm
mirza ghaalib
fikr-e-insaa.n par tirii hastii se ye raushan hu.aa
hai par-e-murG-e-taKHayyul kii rasaa.ii taa-kujaa
Allama Iqbal
Nazm
husn aur mazduri
ai KHudaa hindostaa.n par ye nahuusat taa-kujaa?
aaKHir is jannat pe dozaKH kii hukuumat taa-kujaa?
Josh Malihabadi
Nazm
sharare
mujrim-e-sartaabii-e-husn-e-javaa.n ho jaa.iye
gul-fishaanii taa-kujaa shola-fishaa.n ho jaa.iye
Asrarul Haq Majaz
Nazm
hum to shair hain hum sach nahin bolte
harf-e-haq to kujaa lab nahii.n kholte
ham to shaa.ir hai.n ham sach nahii.n bolte
Suroor Barabankvi
Nazm
jamuna
taa-kujaa ye sar-guzasht-e-daastaan-e-dard-o-Gam
chhe.D ai jamunaa ko.ii taaza bayaan-e-dard-e-Gam
Suroor Jahanabadi
Nazm
madd-o-jazr
sabz pe.Do.n pe khilaa karte the naGmo.n ke gulaab
vahshat-e-aatish-e-auqaat kii illat to kujaa
Saadat Saeed
Nazm
mearaj-e-nazar
ahbaab me.n kam rang-e-vafaa dekh rahaa huu.n
ye vaaqi.a sun.naa to kujaa dekh rahaa huu.n
Nakhshab Jaarchawi
Nazm
be-karan
us kii zulfo.n ko zamaane ne sa.nvarne na diyaa
us kaa jiinaa to kujaa vaqt ne marne na diyaa
Mutrib Baliyavi
Nazm
taqabul
aisaa sukmaar hai kuchh itnaa hai naazuk-andaam
haath uThaanaa to kujaa jumbish-e-abruu bhii nahii.n