SEARCH RESULTS
Showing search results for "kundan-lal-saigal"
Nazm MATCHES FOR "kundan-lal-saigal"
Nazm
wajd
zindagii ghuumtii chakraatii hai bal khaatii hai
aur phir vajd ke nuqte pe Thahar jaatii hai
Humaira Gul Tishna
Nazm
rag-yug ki nazmen
baajaa kabhii na thamne vaalaa
shevan suukhii phaliyo.n kaa
Shafiq Fatima Shera
Nazm
kisan
jhuTpuTe kaa narm-rau dariyaa shafaq kaa iztiraab
khetiyaa.n maidaan KHaamoshii Guruub-e-aaftaab
Josh Malihabadi
Nazm
kashmakash
phir kisii mo.D se sa.ngiit kii lai aatii hai
raqs karte hai.n kahii.n saaGar-o-miinaa jaise
Zareena Sani
Nazm
tasalsul
sirf lab-doKHt parbat hai.n jahaa.n nauha-kunaa.n
na dar-o-baam na diivaar o dariicha ko.ii
Ahmad Faraz
Nazm
tumhaare husn ke nam
tumhaare saaya-e-ruKHsaar-o-lab me.n saaGar-o-jaam
salaam likhtaa hai shaa.er tumhaare husn ke naam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
raushni ke minar
sham.a kii lau jise har aan badal detii hai
do samundar kaa jahaa.n sa.ngam hai
Muneebur Rahman
Nazm
mujhe wapas kar de
laa mire lahje kii luknat mujhe vaapas kar de
laa miraa siiGa-e-ulfat mujhe vaapas kar de