SEARCH RESULTS
Showing search results for "kundhan"
Nazm MATCHES FOR "kundhan"
Nazm
marhum aur mahrum
mai.n bojh kaa.ndho.n pe aise uThaa ke chaltaa huu.n
tumhaaraa jaise janaaza uThaa ke chaltaa thaa
Zubair Ali Tabish
Nazm
kangan
kaash mai.n tere hasii.n haath kaa ka.ngan hotaa
tuu ba.De pyaar se chaav se ba.De maan ke saath
Wasi Shah
Nazm
iltija-e-musafir
vo sham-e-baargah-e-KHaandaan-e-murtazvii
rahegaa misl-e-haram jis kaa aastaa.n mujh ko
Allama Iqbal
Nazm
ruh dekhi hai kabhi!
jism sau baar jale tab bhii vahii miTTii hai
ruuh ik baar jalegii to vo kundan hogii
Gulzar
Nazm
apni malka-e-suKHan se
baa.nke KHayaal hai.n KHam-e-gardan liye hu.e
har sher kii kalaa.ii hai ka.ngan liye hu.e
Josh Malihabadi
Nazm
hinDola
mai.n kaa.ndhaa detaa rahaa apne jiite murde ko
ye sochtaa thaa ki ab kyaa karuu.n kahaa.n jaa.uu.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
zaban-daraaz
zabaan me.n fii lafz ek inch izaafa ho rahaa hai
pahle bhii to ye kaa.ndho.n par pa.Dii thii
Ammar Iqbal
Nazm
wo bagh mein mera muntazir tha
sandal se chamak rahaa thaa maathaa
chandan se badan mahak rahaa thaa
Parveen Shakir
Nazm
wahi narm lahja
us kii aavaaz kaa lams paa ke
havaa.o.n ke haatho.n me.n an-dekhe ka.ngan khanakne lage ho.n