SEARCH RESULTS
Showing search results for "kuukaa"
Nazm MATCHES FOR "kuukaa"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
jaa-ba-jaa bikte hu.e kuucha-o-baazaar me.n jism
KHaak me.n luTh.De hu.e KHuun me.n nahlaa.e hu.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mujhse pahle
mai.n ne maanaa ki vo begaana-e-paimaan-e-vafaa
kho chukaa hai jo kisii aur kii ra.anaa.ii me.n
Ahmad Faraz
Nazm
kabhi kabhi
ise kisii ke sahaare kii aarzuu bhii nahii.n
zamaane bhar ke dukho.n ko lagaa chukaa huu.n gale
Sahir Ludhianvi
Nazm
itna malum hai!
mai.n yahaa.n huu.n magar us kuucha-e-ra.ng-o-buu me.n
roz kii tarah se vo aaj bhii aayaa hogaa
Parveen Shakir
Nazm
ye meri ghazlen ye meri nazmen
na puuchh is kaa ki vo divaana
bahut dino.n kaa uja.D chukaa hai
Ahmad Faraz
Nazm
tarana-e-milli
duniyaa ke but-kado.n me.n pahlaa vo ghar KHudaa kaa
ham is ke paasbaa.n hai.n vo paasbaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
KHun phir KHun hai
tum ne jis KHuun ko maqtal me.n dabaanaa chaahaa
aaj vo kuucha o baazaar me.n aa niklaa hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
aadmi-nama
fir.aun ne kiyaa thaa jo da.avaa KHudaa.ii kaa
shaddaad bhii bahisht banaa kar hu.aa KHudaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
masjid-e-qurtuba
hai magar is naqsh me.n ra.ng-e-sabaat-e-davaam
jis ko kiyaa ho kisii mard-e-KHudaa ne tamaam
Allama Iqbal
Nazm
26 january
har kuucha sho'la-zaar hai har shahr qatl-gaah
yak-jehtii-e-hayaat ke aadaab kyaa hu.e