SEARCH RESULTS
Showing search results for "lash"
Nazm MATCHES FOR "lash"
Nazm
log aurat ko faqat jism samajh lete hain
ruuh mar jaatii hai to jism hai chaltii hu.ii laash
is haqiiqat ko samajhte hai.n na pahchaante hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
shikast
apne siine se lagaa.e hu.e ummiid kii laash
muddato.n ziist ko naashaad kiyaa hai mai.n ne
Sahir Ludhianvi
Nazm
urdu ka janaza hai zara dhum se nikle
is laash ko chupke se ko.ii dafn na kar de
pahle ko.ii 'sirsayyad'-e-a.azam ko KHabar de
Rais Amrohvi
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
ik umr se adl o sidq kii laash
Gaasib kii saliib par ja.Dii hai
Ahmad Faraz
Nazm
raat sunsan hai
mere chehre kii lakiiro.n kii taraf dekhte hai.n
jaise ik laash kii phailii hu.ii be-bas aa.nkhe.n
Mustafa Zaidi
Nazm
KHak-e-hind
kuchh kam nahii.n ajal se KHvaab-e-giraa.n hamaaraa
ik laash-e-be-kafan hai hindostaan hamaaraa
Chakbast Braj Narayan
Nazm
chadar aur chaar-diwari
ki banda-parvar
huzuur ke hujra-e-ma.attar me.n ek laasha pa.Daa hu.aa hai
Fahmida Riaz
Nazm
zindagi
sub.h utrii jo samundar me.n nahaane ke liye
raat kii laash milii paanii me.n
Kaifi Azmi
Nazm
aawara sajde
apnii laash aap uThaanaa ko.ii aasaan nahii.n
dast-o-baazuu mire naakaara hu.e jaate hai.n
Kaifi Azmi
Nazm
diwaron ka jangal jis ka aabaadi hai nam
bebas ko doshii Thahraa.e us jangal kaa nayaay
sach kii laash pe ko.ii na ro.e jhuuT ko siis navaa.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
lashkar-kushi
laash uThtii hai phir alam ban kar
laash chaahe kisii shahiid kii ho
Sahir Ludhianvi
Nazm
is gali ke moD par
shukr kaa maqaam hai
merii masKH laash aap ko kahii.n milii nahii.n
Fahmida Riaz
Nazm
dilli ki galiyan tin manzar
kuTiyaa jaise ik shamshaan
gaa.ndhii jii kii laash pa.Dii hai
Akhtarul Iman
Nazm
tarah-e-nau
ibliis KHanda-zan hai mazaahib kii laash par
paiGambaraan-e-dahr kii paiGambarii kii KHair
Sahir Ludhianvi
Nazm
andhera
mayyate.n haat-kaTii paa.nv-kaTii
laash ke Dhaa.nche ke is paar se us paar talak