SEARCH RESULTS
Showing search results for "leaderii"
Nazm MATCHES FOR "leaderii"
Nazm
nazr-e-maulana hasrat-mohani
ham shaiKH na leader na musaahib na sahaafii
jo KHud nahii.n karte vo hidaayat na kare.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
roe bhagat kabir
jis ko dekho leader hai aur se milo vakiil
kisii tarah bhartaa hii nahii.n hai peT hai un kaa jhiil
Habib Jalib
Nazm
siyasi leader ke nam
saal-haa-saal ye be-aasraa jak.De hu.e haath
raat ke saKHt o siyah siine mai.n paivast rahe
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
bhae kabir udas
phir bhii mochii-gate pe leader roz kare.n bakvaas
bha.e kabiir udaas
Habib Jalib
Nazm
sab kuchh hai apne des mein roTi nahin to kya
aalim ba.De ba.De hai.n to leader galii galii
baarish hai afsaro.n kii to daftar galii galii
Shamsii Meenai
Nazm
eid ki KHaridari
hamaarii aane vaalii nasl ke leader banaa.e.ngii
jo leader ban chuke hai.n ebdo un ko karaa.e.ngii
Syed Mohammad Jafri
Nazm
pak o hind yak-jehti
ka.nvaaraa aadmii ho yaa ko.ii aazaad leader ho
jo be-pe.nde ke loTe hai.n vo saare ek jaise hai.n
Khalid Irfan
Nazm
bagula
mil rahaa ho jis tarah josh-e-baGaavat ko faraaG
ja.ng chhi.D jaane pe jaise ek leader kaa dimaaG
Jan Nisar Akhtar
Nazm
election
saudaa hai leaderii kaa jo dil ko sataa.e hai
''dil phir tavaaf-e-kuu-e-malaamat ko jaa.e hai''
Syed Mohammad Jafri
Nazm
mahatma-gandhi
ye desh kaa thaa ektaa-vaadii leader
qurbaanii-o-iisaar ke jazbe ke tufail
Charkh Chinioti
Nazm
jadid-tarin aadmi-nama
jo kuchh na kar sake vo faqat leaderii kare
jalsa sajaa rahaa hai so hai vo bhii aadmii
Sarfaraz Shahid
Nazm
dal badli
in me.n kuchh leader sifat the aur kuchh volunteer
jhunD me.n surKHaab ke ho.n jis tarah zaaG-o-zaGan
Raza Naqvi Vahi
Nazm
murgha banne ke fawaed
ko.ii leader ho yaa afsar kuk.Duu.nkuu.n kartaa mile
saamne biivii ke har shauhar yahaa.n murGaa bane
Ahmad Alvi
Nazm
pyara watan hamara
jis kii zamii.n pe ab tak 'gaa.ndhii' hai aur javaahar
'abul-kalaam' jaise jis mulk me.n ho.n leader