SEARCH RESULTS
Showing search results for "leaderii"
Ghazal MATCHES FOR "leaderii"
Ghazal
ku.nvaara aadmii ho yaa ko.ii aazaad leader ho
jo be-pe.nde ke lauTe hai.n vo saare ek jaise hai.n
Khalid Irfan
Ghazal
vahii maqbuul leader aur diplomat hotaa hai
jo mu.nh se this kahe to us kaa matlab that hotaa hai
Sarfaraz Shahid
Ghazal
Krishn Parvez
Ghazal
leaderii chaaho to lafz-e-qaum hai mehmaa.n-navaaz
gap-naviiso.n ko aur ahl-e-mez ko raazii karo
Akbar Allahabadi
Ghazal
daulat kaa zaraa saa bhii izzat se nahii.n rishta
allaah ne leader ko daulat se navaazaa hai
Khalid Irfan
Ghazal
aaj kal bhes me.n leader ke hai shaitaa.n samjhaa
magar is bhed ko hinduu na musalmaa.n samjhaa
Hashim Azimabadi
Ghazal
hai.n be-zamiir phir bhii da.avaa hai leaderii kaa
ab vote maa.ngte hai.n taalib hai.n membarii ke
Nasreen Naqqash
Ghazal
Faizul Amin Faiz
Ghazal
Sarfaraz Shahid
Ghazal
Rauf Raheem
Ghazal
Saadullah Khan Asar Malkapur
Ghazal
Ayyub Khan Bismil
Ghazal
na hai leader na hai member na hai rahbar apnaa
ek bachcha bhii to kartaa nahii.n favour apnaa