SEARCH RESULTS
Showing search results for "maahe"
Nazm MATCHES FOR "maahe"
Nazm
koi aashiq kisi mahbuba se!
jis ke parde me.n miraa maah-e-ravaa.n Duub sake
tum se chaltii rahe ye raah, yuu.nhii achchhaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
apni malka-e-suKHan se
ai sham-e-'josh' o mash.al-e-aivaan-e-aarzuu
ai mehr-e-naaz o maah-e-shabistaan-e-aarzuu
Josh Malihabadi
Nazm
aazadi
ye mahr-o-maah ye taare ye baam haft-aflaak
bahut buland hai in se maqaam-e-aazaadii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
tujhe KHud se alag kaise karun main
hai is par maah-e-kaamil kaa utarnaa
tuu chehra KHuubsuurat mai.n huu.n parda
Chandra Shekhar Varma
Nazm
daricha
kisii pe qatl mah-e-taabnaak karte hai.n
kisii pe hotii hai sarmast shaaKH-saar-e-do-niim
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
badnam ho raha hun
kahtii hai rahm khaa kar yuu.n ek maah-e-tal.at
ye shahrii naujavaa.n thaa kis darja KHuub-suurat
Akhtar Shirani
Nazm
yakum may
dekho har saal aa.egii maah-e-may kii ye yakum
sunte hai.n siidhii nahii.n hotii kabhii kutte kii dum
Syed Mohammad Jafri
Nazm
barah mahine
march hai saal kaa tiisraa maah-e-nau
sab ko kartaa hai talqiin ab KHush raho
Haidar Bayabani
Nazm
hilal-e-mah-e-ramzan dekh kar
maah-e-rahmat kii KHabar kis ke liye laayaa hai tuu
kaun teraa muntazir thaa kis liye aayaa hai tuu
Mukhtasar Azmi
Nazm
aahang-e-nau
nashsha-e-nargis-e-KHuubaan-e-vatan tum se hai
iffat-e-maah-e-jabiinaan-e-vatan tum se hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
mir ho mirza ho mera ji ho
huu.n to naakaam pe hote hai.n mujhe kaam bahut
mudda.aa mahv-e-tamaashaa-e-shikast-e-dil hai
Noon Meem Rashid
Nazm
aurat ki taKHliq
maah-e-nau kii shu.aa.o.n ko chhaanaa gayaa
aasmaano.n zamiino.n ko dhoyaa gayaa