SEARCH RESULTS
Showing search results for "mahbuus"
Nazm MATCHES FOR "mahbuus"
Nazm
chand roz aur meri jaan
chand roz aur mirii jaan faqat chand hii roz
zulm kii chhaa.nv me.n dam lene pe majbuur hai.n ham
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
pichhle-pahar ke sannaTe mein
sehr-zada mahbuus hasiina
sapno.n ke shiilaaT kii raanii
Ibn e Insha
Nazm
ek aam si laDki
jo rang ban ke hai mahbuus us ke paikar me.n
vo buu-e-husn to phailegii raushnii kii tarah
Naresh Kumar Shad
Nazm
har-chand meri quwwat-e-guftar hai mahbus
har-chand mirii quvvat-e-guftaar hai mahbuus
KHaamosh magar tab.a KHud-aaraa nahii.n hotii
Sahir Ludhianvi
Nazm
husn najat-dahinda hai
aur ma.amuulii manaazir me.n mahbuus
kisii galii-sa.Dii laa-yaaniyat kii tarah najis
Ahmad Javaid
Nazm
shaeron ka jabr
jo.Dtii hai hame.n ik samay se jo muddat se
ik naa-mulaa.em zamaane me.n mahkuum hai
Tabish Kamal
Nazm
pahla manzar
ho gayaa KHitta-e-ufuq gul-ra.ng
mai.n thaa mahbuus apne kamre me.n
Khursheed Akbar
Nazm
ek mahbus nazm
darvaaza piiTaa jaa rahaa hai
mere jism par zaKHm aur niil, hare hote jaa rahe hai.n
Anjum Saleemi
Nazm
sawan ka aaKHiri din
aur phir dil kii Dolii me.n mahbuus hu.ii thii
itne lambe bojhal saalo.n
Wazir Agha
Nazm
alamiya
mai.n kyaa kartaa kahaa.n jaataa
ki haa.il thaa mire siine me.n ik mahbuus sannaaTaa
Ekram Khawar
Nazm
muazziz shair ki kaenat
duniyaa ke tamaam shaa.ir
kurra-e-arz par pattharo.n ke maabado.n me.n mahbuus hai.n
Rafiullah Mian
Nazm
lahu bolta hai 3
apne Gaar kii tiirgii me.n mahbuus kar gayaa thaa
jise gunah kaa ghanaa a.ndheraa