SEARCH RESULTS
Showing search results for "mai-KHaana"
Nazm MATCHES FOR "mai-KHaana"
Nazm
KHakam-ba-dahan
mai.n aazim-e-mai-KHaanaa thii kal raat ki dekhaa
ik kuucha-e-pur-shor me.n as.haab-e-tariiqat
Fahmida Riaz
Nazm
meri dua
gulshan kaa taqaazaa hai ki mai-KHaana banaa de
mai-KHaana me.n ik mahfil-e-rindaana banaa de
Narayan Das Puri
Nazm
ishrat-e-tanhai
mai.n ki mai-KHaana-e-ulfat kaa puraanaa mai-KHvaar
mahfil-e-husn kaa ik mutrib-e-shiirii.n-guftaar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
be-nang-o-nam
tum yuu.nhii zid me.n hu.e KHaak-e-dar-e-mai-KHaana
mujh ko ye zom ki mai.n ne tumhe.n Tokaa kab thaa
Shaz Tamkanat
Nazm
lucknow
sar le ke hathelii par ubhrii thii jo duniyaa me.n
us qaum ko le Duubaa shuGl-e-mai-o-mai-KHaana
Shameem Farooq Banspari
Nazm
KHud-faroshi
badnaam ho mai-KHaana bhii saaqii bhii ho rusvaa
vo baada-e-mai-KHaana-shikan bech rahe hai.n
Payam Fatehpuri
Nazm
amiron ki duniya
ko.ii mast mai-KHaana-e-KHud-parastii
amiiro.n kii duniyaa takabbur kii pastii
Arsh Malsiyani
Nazm
jawahar-lal
karam hai saaqi-e-mai-KHaana kaa bahut gul-rez
havaa.e.n jis se mo.attar hai.n aur ambar-rez
Arsh Malsiyani
Nazm
nargis-e-mastana
allaah ne tujh ko mai o mai-KHaana banaayaa
tuu saarii fazaa ko mai o mai-KHaana banaa de
Jigar Moradabadi
Nazm
kaifiyat
kitnaa ai saaqi-e-mai-KHaana tiraa mamnuun huu.n
lutf se tere hii meraa azm rindaana banaa
Ashraf Baqri
Nazm
urdu
haasil-e-bazm hai aur bazm ko ta.Dpaatii hai
jaan-e-mai-KHaana hai maiKHaana-e-jaa.n hai urdu