SEARCH RESULTS
Showing search results for "mai-khvaar-e-sub.h"
Nazm MATCHES FOR "mai-khvaar-e-sub.h"
Nazm
dar-o-rasan
hazaaro.n zulf-e-parii-vash ke yaa.n the saudaa.ii
hazaaro.n mai-kash-o-mai-KHvaar-o-mast-o-sahbaa.ii
Mohammad Ali Tishna
Nazm
zarf
haa.n magar jaam uThaanaa hai to tuu soch zaruur
zarf-e-mai-KHvaar se qaa.em hai vaqaar-e-mai-KHvaar
Nazm
ishrat-e-tanhai
mai.n ki mai-KHaana-e-ulfat kaa puraanaa mai-KHvaar
mahfil-e-husn kaa ik mutrib-e-shiirii.n-guftaar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
jannat-e-kashmir yahi hai
iKHlaas kii mai piite hai.n mai-KHvaar isii ke
mardaan-e-mujaahid hai.n talabgaar isii ke
Arsh Malsiyani
Nazm
apni malka-e-suKHan se
hushyaar is liye huu.n ki mai-KHvaar huu.n tiraa
sayyaad-e-sher huu.n ki giraftaar huu.n tiraa
Josh Malihabadi
Nazm
dard-e-dil
mast huu.n hubb-e-vatan se ko.ii mai-KHvaar nahii.n
mujh ko maGrib kii numaa.ish se sarokaar nahii.n
Chakbast Braj Narayan
Nazm
jashn-e-nauroz
baiThaa hai bazm-e-'aish me.n jamshed kii tarah
mai-KHvaar mil rahe hai.n gale 'iid kii tarah
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
ghaalib
jis me.n sharbat ho faqat baada-e-tiryaaq na ho
aaj us jaam ko mai-KHvaar nahii.n pii sakte
Saeed Arifi
Nazm
meri shaeri aur naqqad
na to diivaane kaa daamaan-e-dariida hii silaa
na to mai-KHvaar ko ik qatra-e-sahbaa hii milaa
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
KHak ko main KHwar kyun karta
du.aa-e-KHair se
du.aa-e-maGfirat tak kaa safar puuraa hu.aa
Shariq Kaifi
Nazm
lenin
bekaarii o 'uryaanii o mai-KHvaarii o iflaas
kyaa kam hai.n fara.ngii madniyat kii futuuhaat
Allama Iqbal
Nazm
main
har ik daur-e-bahaaraa.n mere bas me.n
mai.n apne KHaar-o-gul kii paasbaa.n huu.n
Raziya Subhan
Nazm
bura man gae
mai.n ne chho.Daa jo paTaaKHa to buraa maan ga.e
KHvaab-e-Gaflat se jagaayaa to buraa maan ga.e