SEARCH RESULTS
Showing search results for "maktuub"
Nazm MATCHES FOR "maktuub"
Nazm
online aashiq
kaam maktuub kaa mouse se liyaa jaataa hai
aah-e-sozaa.n ko bhii upload kiyaa jaataa hai
Khalid Irfan
Nazm
be-nang-o-nam
yaad kam kam hai na chhe.Do mire maktuub kii baat
vo muravvat thii faqat harf-e-tamannaa kab thaa
Shaz Tamkanat
Nazm
an-paDh gunge ka rajaz
dushman ahmaq ho to meraa Gussa ba.Dhaa detaa hai
saqaahat merii mu.ayyana maqtuul hai
Ahmad Javaid
Nazm
mushaera
banaa ke likhtaa hai daavat kaa is tarah maktuub
mushaa.ere me.n diyaa jaa.egaa jo hai matluub
Syed Mohammad Jafri
Nazm
sal ka pahla KHat
saal kaa pahlaa KHat mai.n kis ke naam likhuu.n
us ko jo mahbuub hai meraa
Hurmatul Ikaram
Nazm
shikwa
ham ko jam.iiyat-e-KHaatir ye pareshaanii thii
varna ummat tire mahbuub kii diivaanii thii
Allama Iqbal
Nazm
raqib se!
tujh se khelii hai.n vo mahbuub havaa.e.n jin me.n
us ke malbuus kii afsurda mahak baaqii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jawab-e-shikwa
jo musalmaan thaa allaah kaa saudaa.ii thaa
kabhii mahbuub tumhaaraa yahii harjaa.ii thaa
Allama Iqbal
Nazm
taj-mahal
merii mahbuub kahii.n aur milaa kar mujh se
bazm-e-shaahii me.n Gariibo.n kaa guzar kyaa ma.anii
Sahir Ludhianvi
Nazm
aawara
ik mahal kii aa.D se niklaa vo piilaa maahtaab
jaise mullaa kaa amaama jaise baniye kii kitaab
Asrarul Haq Majaz
Nazm
mere hamdam mere dost!
aamad-e-sub.h ke, mahtaab ke, sayyaaro.n ke giit
tujh se mai.n husn-o-mohabbat kii hikaayaat kahuu.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
is waqt to yun lagta hai
is vaqt to yuu.n lagtaa hai ab kuchh bhii nahii.n hai
mahtaab na suuraj, na a.ndheraa na saveraa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
etiraf
bint-e-mahtaab ho garduu.n se utar aa.ii ho
mujh se milne me.n ab andesha-e-rusvaa.ii hai