SEARCH RESULTS
Showing search results for "malaamat-e-nafs"
Nazm MATCHES FOR "malaamat-e-nafs"
Nazm
dayar-e-watan
yahii pahchaan hai musalmaa.n kii
izzat-e-nafs hai musalmaa.n kii
Begum Sultana Zakir Ada
Nazm
nam-o-nang
kasb-e-majbuur par bhii ye ehsaas
izzat-e-nafs aur vaz.a kaa paas
Abdul Majeed Bhatti
Nazm
ek shaera ki shadi par
haa.n vo aurat jise bachcho.n kaa fasaana kahiye
barbat-e-nafs kaa ik fuhsh taraana kahiye
Akhtar Shirani
Nazm
main tumhaare liye kya kar sakta hun
vaqt se pahle buu.Dhii ho jaane vaalii tumhaarii aurato.n
qadam qadam par sisaktii izzat-e-nafs
Ziyaul Hasan
Nazm
apni malka-e-suKHan se
sarshaar a.nkh.Diyo.n ke dahakte shabaab se
mauj-e-nafs ke itr se mukh.De kii aab se
Josh Malihabadi
Nazm
raqqasa-e-auham
har gaam pe hai sho.abada-e-nafs kaa phandaa
raqqaasa-e-auhaam kaa darbaar hai aalam
Bebak Bhojpuri
Nazm
kitab ka kiDa
taariiKH ke is cell me.n insaan ne paa.ii
ek aadh ko.ii mauj-e-nafs vo bhii habaabii
Aziz Hamid Madni
Nazm
ramzan aaya
ye zabt-e-nafs kaa hai aur sabr kaa mahiina
ham ko sikhaa rahaa hai jiine kaa ik qariina
Mehdi Pratapgarhi
Nazm
dad-gar
har ek naqd-e-nafs haar kar pashiimaa.n hai
magar ye rabt hai kaisaa ye kyaa ta'alluq hai
Aziz Qaisi
Nazm
ehtiraaz
dilo.n me.n armaan-e-zar-parastii machal rahe hai.n
sharaarat-e-nafs 'uruuj par hai
Ashhar Nadeemi
Nazm
waqt ki chiz
tere numuud par kare faKHr har ek baa-kamaal
izzat-e-qaum kaa hai juz izzat-e-nafs kaa savaal