SEARCH RESULTS
Showing search results for "malka-e-husn"
Nazm MATCHES FOR "malka-e-husn"
Nazm
ye kaun aaya
tarsii hu.ii nazro.n ko ab aur na tarsaa re
ai husn ke saudaagar ai ruup ke banjaare
Ibn۔e۔Insha
Nazm
pichhle-pahar ke sannaTe mein
aa.iino.n me.n husn-e-shikasta dekh rahii hai
kitne chehre TuuTe TuuTe
Ibn۔e۔Insha
Nazm
khoe hue lamhe
vo mai-kada-e-husn pe umDaa hu.aa baadal
barsaat kii raato.n me.n vo bajtaa hu.aa chhaagal
Jauhar Nizami
Nazm
KHarosh-e-KHum
vo armuGaan-e-navaa vo suKHan kii sauGaate.n
ba-naam-e-husn vo chiTThii jo Dar kii nazr hu.ii
Abdul Aziz Khalid
Nazm
sharare
mujrim-e-sartaabii-e-husn-e-javaa.n ho jaa.iye
gul-fishaanii taa-kujaa shola-fishaa.n ho jaa.iye
Asrarul Haq Majaz
Nazm
zafar
paikar-e-KHalq-o-vafaa KHuugar-e-aamaal-e-husn
KHusrav-e-fikr-o-rasaa baadshah-e-fahm-o-fatin
Arsh Malsiyani
Nazm
sham-e-ayaadat
adaa-e-husn barq-paash shola-zan nazaara-soz
fazaa-e-husn uudii uudii bijliyaa.n liye hu.e
Firaq Gorakhpuri
Nazm
nur-jahan ka mazar
maah-e-falak-e-husn ko ye burj milaa hai
ai charKH tire husn-e-navaazish kaa gilaa hai
Tilok Chand Mahroom
Nazm
commercial street ki ek sham
talaash-e-husn-o-mudaavaa-e-zaKHm-e-dil ke liye
churaa ke laa.e hai.n do-chaar lamhe duniyaa se
Mahir Mansoor
Nazm
gham ka aahang hai
partav-e-husn-e-dil-aaraam liye
phir tire dhyaan me.n baiThaa huu.n
Akhtar Ziai
Nazm
qutub-minar
teraa maskan arz-e-dillii rashk-e-husn-e-koh-e-qaaf
chaa.nd-suuraj roz tere gird karte hai.n tavaaf