SEARCH RESULTS
Showing search results for "manaa.ii"
Nazm MATCHES FOR "manaa.ii"
Nazm
jashn-e-id
sabhii ne 'iid manaa.ii mire gulistaa.n me.n
kisii ne phuul piro.e kisii ne KHaar chune
Shakeb Jalali
Nazm
waqt ke nam ek KHat
us ne apnii suhaag-raat tab manaa.ii
jab vo haiz ke baras guzaar chukii thii
Zahid Imroz
Nazm
diwali
dekh mai.n ne bhii manaa.ii hai yahaa.n diivaalii
mirii palko.n pe bhii ashko.n ke diye julte hai.n
Qateel Shifai
Nazm
KHun ke phul
hayaat phuul bikhere tumhaarii raaho.n me.n
ki tum ne iid manaa.ii hai razm-gaaho.n me.n
Qaisarul Jafri
Nazm
eid aai hai eid aai hai
roza-daaro.n KHushii manaa.o aaj
jannato.n kii naved paa.o aaj
Sahabzada Meer Burhan Ali Khan Kaleem
Nazm
raqib se!
aajizii siikhii Gariibo.n kii himaayat siikhii
yaas-o-hirmaan ke dukh-dard ke ma.anii siikhe
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shikwa
phir ye aazurdagi-e-Gair sabab kyaa ma.anii
apne shaidaa.o.n pe ye chashm-e-Gazab kyaa ma.anii
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
naKHl-e-islaam namuuna hai birau-mandii kaa
phal hai ye saik.Do.n sadiyo.n kii chaman-bandii kaa
Allama Iqbal
Nazm
mujhse pahle
mai.n ne maanaa ki vo begaana-e-paimaan-e-vafaa
kho chukaa hai jo kisii aur kii ra.anaa.ii me.n
Ahmad Faraz
Nazm
zindagi se Darte ho
us se tum nahii.n Darte!
harf aur ma.anii ke rishta-haa-e-aahan se aadmii hai vaabasta
Noon Meem Rashid
Nazm
taj-mahal
merii mahbuub kahii.n aur milaa kar mujh se
bazm-e-shaahii me.n Gariibo.n kaa guzar kyaa ma.anii
Sahir Ludhianvi
Nazm
is waqt to yun lagta hai
maanaa ki ye sunsaan gha.Dii saKHt ka.Dii hai
lekin mire dil ye to faqat ik hii gha.Dii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kitaben
ka.ii lafzo.n ke ma.anii gir pa.De hai.n
binaa patto.n ke suukhe TunD lagte hai.n vo sab alfaaz
Gulzar
Nazm
etiraf
ab mire paas tum aa.ii ho to kyaa aa.ii ho
mai.n ne maanaa ki tum ik paikar-e-raanaa.ii ho
Asrarul Haq Majaz
Nazm
KHwabon ke byopari
kuchh lafz jinhe.n ma.anii na mile
kuchh giit shikasta-jaano.n ke
Ahmad Faraz
Nazm
ye baat samajh mein aai nahin
kyaa miltii duudh malaa.ii nahii.n
ye baat samajh me.n aa.ii nahii.n