SEARCH RESULTS
Showing search results for "marriage"
Nazm MATCHES FOR "marriage"
Nazm
parchhaiyan
magar unhe.n to muraado.n kii raat mil jaa.e
hame.n to kashmakash-e-marg-e-be-amaa.n hii milii
Sahir Ludhianvi
Nazm
lenin
zaahir me.n tijaarat hai haqiiqat me.n ju.aa hai
suud ek kaa laakho.n ke liye marg-e-mufaajaat
Allama Iqbal
Nazm
aaKHiri mulaqat
aa.o ki jashn-e-marg-e-mohabbat manaa.e.n ham!
aatii nahii.n kahii.n se dil-e-zinda kii sadaa
Akhtarul Iman
Nazm
tin aawazen
marg-e-amboh kaa tyauhaar manaa.o logo
adam-aabaad ko aabaad kiyaa hai mai.n ne
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hinDola
vo marg-e-bhishm-pitaamah vo sej tiiro.n kii
vo paan.cho paa.nDav kii sovarg-yaatraa kii kathaa
Firaq Gorakhpuri
Nazm
abul-ala-marri
taqdiir ke qaazii kaa ye fatvaa hai azal se
hai jurm-e-za.iifii kii sazaa marg-e-mufaajaat!
Allama Iqbal
Nazm
marg-e-soz-e-mohabbat
aa.o ki marg-e-soz-e-mohabbat manaa.e.n ham
aa.o ki husn-e-maah se dil ko jalaa.e.n ham
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
israfil ki maut
marg-e-israafiil par aa.nsuu bahaa.o
vo KHudaa.o.n kaa muqarrab vo KHudaavand-e-kalaam
Noon Meem Rashid
Nazm
shahar-bano ke liye ek nazm
mujhe mahsuus hotaa hai
ki marg-e-zaat ke ehsaas se bhar jaa.uu.ngaa fauran
Rehman Faris
Nazm
mukafat
magar ye zabt mere qahqaho.n kaa dushman thaa
pyaam-e-marg-e-javaanii thaa ijtinaab meraa
Noon Meem Rashid
Nazm
marsiya
ki marg-e-mahtaab o KHuun-e-anjum pe nazr kyaa duu.n
na meraa maazii na meraa fardaa