SEARCH RESULTS
Showing search results for "mashgala"
Nazm MATCHES FOR "mashgala"
Nazm
parchhaiyan
unhe.n to jhuumtii gaatii hayaat mil jaa.e
bahut dino.n se hai ye mashGala siyaasat kaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
ustad
bas use pa.Dhne-pa.Dhaane se hamesha kaam hai
kitnaa achchhaa mashGala hai roz-o-shab ustaad kaa
Faiz Ludhianvi
Nazm
diwali ki raat
ziist ik mashGala-e-aish nazar aatii hai
suurat-e-zinda-dilii kyaa na hu.aa aaj kii raat
Ram Parkash Rahi
Nazm
azmat-e-adam
tum to ho ek hasii.n mashGala-e-aish-o-nishaat
aaj tak dekhii na thii jis kii jhalak
Abdul Majeed Bhatti
Nazm
main apne hisse ka ro chuka hun
tumhe.n pata hai
tumhaare piichhe tamaam shab jaagnaa miraa mashGala rahaa hai
Waseem Haidar
Nazm
be-niyaz
abad tak bas yahii hai mashGala us kaa
khilaune to.Dne se kaun us ko rok saktaa hai
Ishrat Afreen
Nazm
abhi har dastan adhuri hai
ab ke har mashGala hai naa-kaafii
is ko manzil na samajhnaa ai dil
Kanwal Pradeep Mahajan
Nazm
teri yaad
mai.n tirii yaad ko siine se lagaa.e guzraa
ajnabii shahr kii mashGuul guzar gaaho.n se
Waseem Barelvi
Nazm
aurat
be-kaar kii ranjish ko kabhii detii nahii.n tuul
ehsaas-e-muravvat me.n rahaa kartii hai mashGuul
Rahbar Jaunpuri
Nazm
hashr ki subh daraKHshan ho maqam-e-mahmud
jaan dii jaavedaa.n lamhaat tilaavat mashGuul
KHuun ke dhabbe hai.n qur.aan pe taabinda nazar
Adil Mansuri
Nazm
chhoTe kaam ka baDa natija
khelnaa kuudnaa khaanaa yahii ma.amuul thaa bas
inhii.n tiflaana tamannaa.o.n me.n mashGuul thaa bas