SEARCH RESULTS
Showing search results for "mashgala"
Ghazal MATCHES FOR "mashgala"
Ghazal
unhe.n bhuulnaa yaa unhe.n yaad karnaa
vo bichh.De hai.n jab se yahii mashGala hai
Khumar Barabankavi
Ghazal
nasheman ho na ho ye to falak kaa mashGala Thahraa
ki do tinke jahaa.n par dekhnaa bijlii giraa denaa
Qamar Jalalvi
Ghazal
bichha.D ke mujh se ye mashGala iKHtiyaar karnaa
havaa se Darnaa bujhe charaaGo.n se pyaar karnaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
Hasan Rizvi
Ghazal
Shibli Nomani
Ghazal
mashGala us ne ajab sau.np diyaa hai yaaro
umr bhar sochte rahiye ki vo kaisaa hogaa
Anwar Masood
Ghazal
aap ke mashGalaa-e-sher-o-suKHan se 'aajiz'
kaam to kuchh na hu.aa naam jahaa.n tak pahu.nche
Kaleem Aajiz
Ghazal
jasaarat-e-suKHan-e-shaa.iraa.n se Darnaa kiyaa
Gariib mashGala-e-qiil-o-qaal hii ke to hai.n
Irfan Siddiqi
Ghazal
sair-e-aafaaq ho kyuu.n mashGala-e-fikr-o-nazar
kaash mere par-e-parvaaz katar de ko.ii
Tanveer Samani
Ghazal
chalaa hai chho.D ke tanhaa kidhar tasavvur-e-yaar
shab-e-firaaq me.n thaa tujh se mashGala dil kaa
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
mai.n zindagii ke safar me.n thaa mashGala us kaa
vo Dhuu.nD Dhuu.nD ke mujh ko ga.nvaa diyaa kartaa
Akhtar Shumar
Ghazal
husn hai mashGala-e-zulm ko gahraa parda
pas-e-parda hai a.ndheraa mujhe ma.aluum na thaa