SEARCH RESULTS
Showing search results for "maslahatan"
Nazm MATCHES FOR "maslahatan"
Nazm
jawab-e-shikwa
kaun hai taarik-e-aa.iin-e-rasuul-e-muKHtaar
maslahat vaqt kii hai kis ke amal kaa me.aar
Allama Iqbal
Nazm
do ishq
KHairiyyat-e-jaa.n raahat-e-tan sehhat-e-daamaa.n
sab bhuul ga.ii.n maslihate.n ahl-e-havas kii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ramaen ka ek sin
shaayad KHizaa.n se shakl ayaa.n ho bahaar kii
kuchh maslahat isii me.n ho parvardigaar kii
Chakbast Braj Narayan
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
thaame hu.e maslahat kii miizaan
har sher kaa vazn taulte ho
Ahmad Faraz
Nazm
tum
halaavato.n kii tamannaa, malaahato.n kii muraad
Guruur kaliyo.n kaa phuulo.n kaa inkisaar ho tum
Kaifi Azmi
Nazm
lab pe pabandi to hai
jhuuT kyuu.n bole.n faroG-e-maslahat ke naam par
zindagii pyaarii sahii lekin hame.n marnaa to hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
taj-mahal
goshe me.n isii qasr ke do dil hai.n ham-aaGosh
sho.ale hai.n magar maslahat-e-vaqt se KHaamosh
Mahshar Badayuni
Nazm
sar-e-wadi-e-sina
ab rasm-e-sitam hikmat-e-KHaasaan-e-zamii.n hai
taa.iid-e-sitam maslahat-e-muftii-e-dii.n hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mustaqbil
merii raah me.n maslahato.n ke phuul bhii hai.n
terii KHaatir kaa.nTe chuntaa rahuu.ngaa
Habib Jalib
Nazm
khanDar
aaj Thukraa ke har ik maslahat-andeshii ko
tere saa.e ke ta.aaqub me.n chalaa jaa.uu.ngaa
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
ahd-e-tifli
puuchhnaa rah rah ke us ke koh-o-sahraa kii KHabar
aur vo hairat daroG-e-maslahat-aamez par
Allama Iqbal
Nazm
teri yaad
yaad maanind-e-KHirad maslahat-andesh nahii.n
Duubtii ye nahii.n holland ke mai-KHaano.n me.n