SEARCH RESULTS
Showing search results for "mastuur"
Nazm MATCHES FOR "mastuur"
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
aasmaa.n majbuur hai shams o qamar majbuur hai.n
anjum-e-siimaab-paa raftaar par majbuur hai.n
Allama Iqbal
Nazm
mirza ghaalib
diid terii aa.nkh ko us husn kii manzuur hai
ban ke soz-e-zindagii har shai me.n jo mastuur hai
Allama Iqbal
Nazm
goristan-e-shahi
zindagii se ye puraanaa KHaak-daa.n ma.amuur hai
maut me.n bhii zindagaanii kii ta.Dap mastuur hai
Allama Iqbal
Nazm
gul-e-rangin
sau zabaano.n par bhii KHaamoshii tujhe manzuur hai
raaz vo kyaa hai tire siine me.n jo mastuur hai
Allama Iqbal
Nazm
baad-az-waqt
shauq-e-majbuur ko bas ek jhalak dikhlaa kar
vaaqif-e-lazzat-e-takraar na kar denaa thaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
adl-e-faruqi ka ek namuna
ek din hazrat-e-faaruuq ne mimbar pe kahaa
kyaa tumhe.n hukm jo kuchh duu.n to karoge manzuur
Shibli Nomani
Nazm
tel ke saudagar
buKHaaraa samarqand niindo.n me.n mad.hosh
ik niil-guu.n KHaamushii ke hijaabo.n me.n mastuur
Noon Meem Rashid
Nazm
padmani
nuur hii nuur tire jalva-e-mastuur me.n thaa
anjum-e-naaz kaa jhurmuT ruKH-e-pur-nuur me.n thaa
Suroor Jahanabadi
Nazm
iqbaal ka sher
ik barq sar-e-tuur takallum ke sahaare
ik jalva-e-mastuur tarannum ke sahaare
Maikash Akbarabadi
Nazm
tamasha-gah-e-lala-zar
tamaashaa-gah-e-laala-zaar
uruus-e-javaa.n saal-e-fardaa hijaabo.n me.n mastuur
Noon Meem Rashid
Nazm
sar-e-tur
khii.nch phir zulf-e-maashuuq-e-niil-guu.n
le le shole ko phir dast-e-betaab me.n
Ali Sardar Jafri
Nazm
tum kahte ho
mastuur mohabbato.n ke raaz ugalte ugalte
tum zabaan se Tapaktii raal po.nchhnaa bhuul ga.e ho
Arifa Shahzad
Nazm
lab-e-goya
baat kahne kaa jo anjaam hu.aa kartaa hai
aashkaaraa hai kisii se bhii to mastuur nahii.n
Ahmad Rahi
Nazm
mohabbat
vo jazba hai jo aa.iin-e-KHirad se duur rahtaa hai
ye ehsaas-e-muqaddas qalb me.n mastuur rahtaa hai