SEARCH RESULTS
Showing search results for "miir-e-mai-khaana"
Nazm MATCHES FOR "miir-e-mai-khaana"
Nazm
KHakam-ba-dahan
mai.n aazim-e-mai-KHaanaa thii kal raat ki dekhaa
ik kuucha-e-pur-shor me.n as.haab-e-tariiqat
Fahmida Riaz
Nazm
be-nang-o-nam
tum yuu.nhii zid me.n hu.e KHaak-e-dar-e-mai-KHaana
mujh ko ye zom ki mai.n ne tumhe.n Tokaa kab thaa
Shaz Tamkanat
Nazm
lucknow
sar le ke hathelii par ubhrii thii jo duniyaa me.n
us qaum ko le Duubaa shuGl-e-mai-o-mai-KHaana
Shameem Farooq Banspari
Nazm
nargis-e-mastana
allaah ne tujh ko mai o mai-KHaana banaayaa
tuu saarii fazaa ko mai o mai-KHaana banaa de
Jigar Moradabadi
Nazm
jawahar-lal
karam hai saaqi-e-mai-KHaana kaa bahut gul-rez
havaa.e.n jis se mo.attar hai.n aur ambar-rez
Arsh Malsiyani
Nazm
kaifiyat
kitnaa ai saaqi-e-mai-KHaana tiraa mamnuun huu.n
lutf se tere hii meraa azm rindaana banaa
Ashraf Baqri
Nazm
urdu
haasil-e-bazm hai aur bazm ko ta.Dpaatii hai
jaan-e-mai-KHaana hai maiKHaana-e-jaa.n hai urdu
Anjum Azmi
Nazm
lahu ke charagh
sanam-kada ho haram ho ki bazm-e-mai-KHaana
har ik ke gosha-e-zulmat ko jagmagaataa hai
Nazir Fatehpuri
Nazm
KHud-faroshi
badnaam ho mai-KHaana bhii saaqii bhii ho rusvaa
vo baada-e-mai-KHaana-shikan bech rahe hai.n
Payam Fatehpuri
Nazm
leo tolstoy
ja.D hilaa dii zulm kii ik aisaa mastaana thaa vo
jaam azmat ke diye ik piir-e-mai-KHaana thaa vo
Prem Lal Shifa Dehlvi
Nazm
nazr-e-watan
jhuulaa jhuulaa.e.nge kisii mast-e-shabaab ko
raqsaa.n fazaa me.n phir mai-o-mai-KHaana chaahiye
Akhtar Shirani
Nazm
nama-e-jaanan
vo jo do chaar subuu-kash the ki jin ke dam se
gardish-e-jaam bhii thii raunaq-e-mai-KHaana bhii thii
Ahmad Faraz
Nazm
subh ka saman
shaad hai dil un kaa aur behad tarab-aaluud hai
rind-e-baada-nosh hai.n aur vaa dar-e-mai-KHaana hai