SEARCH RESULTS
Showing search results for "mo'tarif"
Nazm MATCHES FOR "mo'tarif"
Nazm
amrita-piritam
tere fan ke mo'tarif ho.nge vo vaqt aane ko hai
phuul tere fan kaa har gulshan ko mahkaane ko hai
Om Parkash Bajaj
Nazm
urdu zaban
logo kahii.n bhii is me.n pas-o-pesh kuchh nahii.n
ik mo'tarif jahaan hai urduu zabaan kaa
Shayar Ali Shayar
Nazm
kachhwa aur KHargosh
bolaa kachhvaa ki ho.n KHafaa na huzuur
mai.n to huu.n aap mo'tarif ba-qusuur
Ismail Merathi
Nazm
meinopause
jise miraa dil qubuul karne se munharif thaa
magar haqiiqat kaa mo'tarif thaa
Ishrat Afreen
Nazm
uzr-e-gunah
mo'tarif huu.n mai.n ba-dastuur mohabbat kaa tirii
lekin ab apnii mohabbat pe mujhe naaz nahii.n
Rais Amrohvi
Nazm
meinopause
magar haqiiqat kaa mo'tarif thaa
ki shaaKH-e-jaa.n par gulaab khilne ke mausamo.n ko
Ishrat Afreen
Nazm
book fair
KHuubsuurat KHayaalaat kii taazgii
husn-e-alfaaz-o-husn-e-ma.aanii ke sab mo'tarif
Nasr Ghazali
Nazm
adl-e-jahangiri
uTh ke darbaar se aahista chalaa suu-e-haram
thii jahaa.n nuur-jahaa.n mo'takif-e-bait-e-KHazan
Shibli Nomani
Nazm
salgirah
aur phir vaqt kaa bebaak mo.arriKH aa kar
surKH parcham ko salaamii degaa
Akhtar Payami
Nazm
insan ki fariyaad
dekhe.n agar to kyuu.n-kar ham jalva-e-ma.aarif
tuu zulmat-e-nazar hai ai aaftaab-e-hastii
Ghulam Bhik Nairang
Nazm
qila-e-akbarabad
har-chand ki be-kaar ye ta.amiir pa.Dii hai
qadr us kii mo.arriKH kii nigaaho.n me.n ba.Dii hai